Behtareen Neki : Pareshan Logon Ki Madad Karna.
Behtareen Sarmaya : Jo Aakhirat Ke Liye Tayaar Kiya Gaya Ho.
Behtareen Amal : Jis Me ReyaKari (Dikhlawa) Na Ho.
Behtareen Jihaad : Apne Nafs Per Qabu Rakhna.
Behtareen Dost : Jo Neki Ki Taraf Ragib(Daawat) Kare.
Behtareen Maal : Jo Allah Ki Raah Me Kharch Kiya Jaye.
Behtareen Daawat : Jis Me Gareebon Ko Nazar-Andaz Na Kiya Jaye.
Behtareen Insan : Jis Ka Akhlaaq Achha Ho.
Behtareen Aulaad : Jo Farmabardaar Ho..
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Behtareen Baate ….
Related Posts:
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat…
- Haq Bolna Behtareen Jihaad .... ♥ HADEES: Hazarate Abu Saeeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kisi Zaalim Baadshah Ke Samne Haq(Sach) Baat Keh Dena Behtareen Jihaad Hai". - (Abu Dawood) # SABAQ - Haq Bolne Ki Fazilat Bahut Hai Chahe Agar Baadshah Hi Samney Kyu Na Woh…
- Musalmano Ke Gharo Me Subse Accha Ghar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Musalmano Ke Gharo Me Sub Se Behtareen Ghar Wo Hai Jisme Koyi Yateem Rehta Hai Aur Iss Ke Saath Behtareen Salooq Kiya Jaata Ho ,.. *Aur Musalmano Ke Gharo Me Se Badd'tareen Ghar Wo Hai Ki Iss Me Koyi Yateem…
- Aaj ki Aayat | Verse of the day | 26 September Aaj ki Aayat | Verse of the day | 26 September Tum Behtareen Ummat ho kyunki… Allah Taala farmata hai: "Tum Behtareen Ummat ho jo logon ke liye nikaali gayi ho, (Tum Behtareen isiliye ho kyunki)Tum Neki ka Hukm dete ho aur Burayi se Rokte ho." 📕 Quran, 3:110 Amr Bil…
- Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Hadees of the Day Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai." 📕 Musnad al-Shihab 1280
- Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye… Quran: 9-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Aye Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho.❞ -Surah Bani Isra'il 17:53
- Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai". - (Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322) » Note: Surkh Unthon Ki…
- Tum me se Behtareen Shakhs woh hai jisne Quraan sikhe aur… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❖ Roman Urdu ❖ Farmane Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) hai ke – ❝ Tum me se behtareen shakhs woh hai jisne Quraan sikha aur dusro ko sikhaya.❞ 📚📚Sahih Bukhari J:3 ❖ हिंदी हदिस ❖ फरमाने मुस्तफा (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) है के - ❝ तुम में से बेहतरीन…
- Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Hadees Of The Day Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Beshaq Allah Taala ke Nazdeeq Sabse Behtareen Amal (Neki) wo hai jo humesha kiya jaye chahe wo kum hi kyun na ho." 📕 Sahih Bukhari: 6464
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Behtareen Sadqa Ilm Haasil Karna ✦ Ilm Ki Ahmiyat aur Fazilat: 1). Hadith: Abu Umama (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ke, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Logo! Ilm ke wapas liye jane aur utha liye jane se pehle ilm hasil karlo." - Musnade Ahmad 2). Hadith: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ke,…
- Islam me Behtareen Amal kya hai? Islam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan wale har Ek se Salaam karo." 📕 Sahih al-Bukhari 6236…
- Behtareen Amaal - Sila Rehmi Karo, Muaf Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aqbaa Bin Aamir (RaziAllahu Anhu) Kehte Hain Ki, Mai Rasool'Allah (ﷺ) ki Baargaah me Hazir hua aur Aap ka Mubarak Haath Thamkar Arz Kiya: "Ya Rasool'Allah (ﷺ)! Mujhe Behtareen Amaal Bataaiye" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya: "Aqbaa! ∗ 1. Qata-e-Taalluk Ke Karne Wale (Tumse Rishta Todne Wale)…
- Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai ❝ Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai aur Tum me behtar woh hai Jo apni Aurto ke Haq me Acchey hai.❞ Roman Urdu: Hadis-e-Nabwi ﷺ Tirmizi, Jild: 1, Page: 595 ❝ बेहतरीन अखलाख वाला सबसे कामिल मोमिन है और तुम में बेहतर वो है जो अपनी औरतों के हक़…
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka Behtareen Ilaaj .... ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uski Nekiyan Hum Se Zyada Hogi.!! ★3. Jab Apney Se…
- Roze ke Ahkam wa Hikmat by Aisha Islam Roze ke Ahkam kya hai, iski Hikmatein kya hai aur Roza insan me kya badlaw lata hai ? iske bare me Tafseeli jankari Behan Aisha Islam ke is behtareen bayan ka mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey. jazakAllahu khairan kaseera. [vc_wp_custommenu nav_menu="30670" el_class="clean_m…
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
- Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke: "(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho, Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,.."
- Isteqbal-e-Ramzan Urdu Speech by Alshifa Ansari Ramzan ka Isteqbal kaise kare, Ramzan ki Ibadat ke liye khud ko kaise tayyar karey, Ramzan ke faraiz aur nawafeel ko kaise takmil tak pohchaye ? iske bare me tafseeli jankari ke liye behan Alshifa Ansari ka behtareen bayan jarur sune aur isey jyada se jyada share karne me humara…
- Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees of the Day Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai." Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya - 'Kya…
- Neki aur Burayi kya hai : Hadees ۞ Hadees: Nawas Ibne Sam'aan (R.Anhu.se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha - "Neki aur Burayi kya hai ?" Aap (ﷺ) ne farmaya - "Neki Khush Akhlaqi hai aur Burayi aisa Kaam karna hai jo tere Dil me khatke, Aur Tujhe Wo Pasand na ho ke…
- Misali Miya Biwi by Adv. Faiz Syed Miya biwi ke liye behtareen Misaal kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Video Dekhe:
- Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Moinuddin Chishti (Rehmatullah Alahi) Ka Behtareen Qoul hai ke: “Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega". ♥ Allahu Akbar! .. Allah…