♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Dawood Ne Ayesha (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Ke,
Asma (RaziAllahu Anha) Baarik Kapde Pehan Kar Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Samne Aayi ;
Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mooh Pher Liya Aur Ye Farmaya –
“Aye Asma!! Jab Aurat Baaligh Ho Jaye Tou Uske Badan Ka Koi Hissa Dikhai Na Dena Chahiye Siway Mooh Aur Hatheliyo Ke..”
– (Sunan Abi Dawood, Kitab Ul Libas, Baab Fi Ma Tabdi Al Mar’aah Man Zinaatha, Jild 4, Page No.85, Hadith No. 40-41)
Home / Aurto Ke Masail / Baaligh Aurat Ke Badan Ka Koi Hissa Dikhai Na De
Related Posts:
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- Beparda Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Hoti Jab Tak Parda… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Allah Ta'ala Tab Taq Unn Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Karta, Jab Taq Wo Hijab (Parda) Ekhtiyar Na Kar le." - (Abu Dawood, 641) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, "अल्लाह तआला तब तक उन बालिग औरतो की…
- Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Allah Ta'ala Ko Tum Me Se Zyada Woh Banda Pasand Hai, Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai.." - (Jaam-e-Sagir: Safa.20; Hadees.221)
- Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Sadagi Emaan Ka Hissa Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – "Saadagi Yakinan Emaan Ka Hissa Hai." - (Abu Dawood P:573) » Khuraak, Poshaak, Samaan Zindagi, Rahen Sahen Har Cheez Me Bejaa Taklefaat Se Bachna – Aur Zindagi Ke Har Shobe Me Sadagi Rakhna Ye Bahut Hi Pyaari Aadat Aur Nihat Hi…
- Jisne Ilm Hasil Kiya Usne Ambiya Ki Wirasat Me Se Bada Hissa… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ulama Ambiya Ke Waris Hai. Ambiya Wirasat Me Na Duniya Chhodte Hai Aur Na Dirham, Balke Wo Wirasat Me Ilm Chhodte Hai. Jis Ne Isey (Yaani Ilm Ko) Hasil Kiya Uss Ne Bada…
- Nek Aurat Par "Tohmat" Lagaane Waale Ka Anjaam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Nek Aurat Par "Tohmat" Lagaane Waala Sou (100) Saal Ki Ibaadat Le Kar Aayega Tou Bhi Allah Ta'ala Usey Mardud Qaraar Dega" - (Tibrani)
- Dil Me Sakhti, Badan Me Susti aur Rizq Me Tangi Ki Vajah ♥ Qaul-e-Mubarak: Tumhare Dil Me "Sakhti", Badan Me "Susti" Aur Rizq Me "Tangi" Tumhari "Faltu" aur "Bekaar Baaton" Ka Natija Hai,.. - Imaam Malik Bin Dinaar (Rehmatullah Alayh)
- Aurat Ka 3 Din Se Jyada Tanha Safar Karna Jayaz Nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Aurat Allah Aur Qayamat Ke Din Par Emaan Rakhti Hai Uss Ke Liye Yeh Halaal Nahi Ke Wo Apne Baap, Bhai, Shohar, Bete, Ya Kisi Mehram Ke Bagair 3 Din Ya Iss Se Ziyada Ka Safar Kare" - (Sahih…
- Insaan ke Badan ke har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Hadees Of The Day Insaan ke Badan ke Har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain : "Insaan ke Badan ke har Jod par har us Din ka Sadqa Waajib hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai. aur Logo ke Darmiyaan Insaaf karna bhi Ek…
- Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo!..." Ek Sahabi Ne Sawaal Kiya: "Ya Rasool'Allah! Dewar Ke Bare Me Kya Irshad Hai?" Aap (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Dewar Tou Mout Hain". - (Bukhari Sharif Jild 3, Bab…
- Allah Apne Bando Par Ek Maa Se Bhi Zyada Mehrbaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Qaidi Aaye, Ek Aurat Unmein Se (Kisi Ko) Dhundhti Huyee Aayee, Jab Usney Un Qaidiyon Me Se Ek Bacchhe Ko Paaya Tou Usko Utha Liya Aur Seene Se Lagaya Aur Doodh Pilaya. Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama bura hota hai ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)" - (Surah Nisa(4) Aayat 11) ♥…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Paani Pilaney Ka Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Kehte Hain Ke, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas Ghum Raha Tha Aur Pyaas Ki Vajah Se Marney Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki Ek Zaniya Aurat(Zinaakar) Ne Iss Ko Dekh Kar Apna Juta(Shoe) Utaar…
- Benamazi Ke Munh Kale Kiye Jayenge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)Ne Irshad Farmaya - "Qayamat Me Sabse Pahle Namaz Na Padhne Walo Ke Mooh Kaale Kiye Jayenge, Phir Sanpo (Snake) Ki Waadi Lam-Lam Me Phenk Diye Jayenge, Waha Ke Saanp Ounth Jaise Honge, Waha Benamazi Ko Dasenge, Unka Zeher 70 Saal Tak Badan Me Josh…
- Zeenat Ki Numaish Par Sakht Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi". - (Abu Dawood) Aur Farmaya Ke, "Jo Aurat Gair Mardon Par Apni Zeenat Ki Numaish…
- Zabardasti Badkari (Rape) Karne Par Saza-e-Maut # Aurat Ke Saath Zabardasti Badkari (Rape) Karne Par Saza-e-Mout ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Hujr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Zamane Me Ek Aurat(Sahabiya) Namaz Ke Liye Nikli, Raaste Me Ek Aadmi Unsey Mila Aur Usney Uss Aurat Ke Saath Zabardasti Badkari Ki (Yaani Uska…
- Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! Magar Hota Hai Unme Tisra Shaitan. [Aur Shaitan Ke Kamo Se Tou Waqif Hi Hai Ki Shaitan Kabhi Musalman Ko Achche Kaam…
- Momin Ka Taaluq Momin Ke Saath Aisa Hai Jaise .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Momin Ka Taaluq Momin Ke Saath Aisa Hai Jaise Deewaar Ka Ek Hissa Dusre Hisse Ko Sahara Deeye Huve Hota Hai. Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Yeh Farmaya Aur Apne Dono Haathon Ki Ungliyon Ko Ek Dusre Me Mila Diya. - (Bukhari Sharif)
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Al-Quran: Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us… Quran: 28-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne wala hai.' 📕 Surah An-Nisa 4:85
- Aurat ke liye Wafat ke Sog ki Muddat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: “Ek Musalman aurat jo Allah Ta”ala aur Aakhirat ke din par Iman rakhti ho. Uss ke liye jayez nahi ke woh kisi (ki wafat) ka sog teen (3) din se zyada manaye siwaye apne Shauhar ( husband ) ke uss ke…
- Jannati Aurat koun by Sis. Qamar Tafheem Jannati Aurat Ki Nishaniyan, Jannati Aurat Ki Pehchan, Jannati Aurat Ki Sifat ke Talluk se Tafsili jankari ke liye Mohtarma Behan Aalima Qamar Tafheem ka Behtareen bayan ka jarur mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. Video Dekhe: