♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai
Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,..”
– (Ibne Majah)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Badan Ki Zakaat Roza Hai ….
Related Posts:
- Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Allah Ta'ala Ko Tum Me Se Zyada Woh Banda Pasand Hai, Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai.." - (Jaam-e-Sagir: Safa.20; Hadees.221)
- Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Adha Ka Roza Nahi .... » Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke Hadees Me Hai. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Karte Hain Ke - "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha Ke Din Roza Rakhne Se Manaa Kiya Hai" - (Bukhari Jild…
- Jis Ne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya : 'Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?' Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: 'Jisne Apni Maal…
- Zakaat Diya Karo Apne Maal Ki .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Mertaba Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me 2 Aurtain Aayi, Inkey Hatho Me Sone(Gold) Ke Kangan They. Aapney Inse Pucha: "Kya Tumne Inki Zakaat Di Hai? " Inhon Ne Kaha: "Jee Nahi! " Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tumko Ye Pasand Hai Ke…
- Baaligh Aurat Ke Badan Ka Koi Hissa Dikhai Na De ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Dawood Ne Ayesha (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Ke, Asma (RaziAllahu Anha) Baarik Kapde Pehan Kar Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Samne Aayi ; Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mooh Pher Liya Aur Ye Farmaya - "Aye Asma!! Jab Aurat Baaligh Ho Jaye Tou Uske Badan…
- Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta.." - (Tirmizi Sharif)
- Sana'ati Aalaat Ke Kin Baaton Par Zakat ..... » Mas'la : Sana'ati Aalaat (Kaam Karne Ke Machine) Aur Machinery Ki Asal Qeemat Par Zakaat Nahi Aati. Lekin Unki Aamdani (Income) Agar Zakaat Ke Nisaab Ko Puhnch Jaaye Aur Uss Par Saal Guzar Jaaye Tou Uss Se Zakaat Nikaalna Zaroori Hoga Aur Yahi Hukm Kiraaye (Rent) Par Diye Gaye…
- Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai." - (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
- Dil Me Sakhti, Badan Me Susti aur Rizq Me Tangi Ki Vajah ♥ Qaul-e-Mubarak: Tumhare Dil Me "Sakhti", Badan Me "Susti" Aur Rizq Me "Tangi" Tumhari "Faltu" aur "Bekaar Baaton" Ka Natija Hai,.. - Imaam Malik Bin Dinaar (Rehmatullah Alayh)
- Zakaat-Ul-Fitr Se Rozey Ko Paak Karey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne, "Zakat-Ul-Fitr Ko Bekar Aur Behuda Baat Se Rozey Ko Paak Karney Aur Miskeeno Ki Parwarish Ke Liye Muqarar Farmaya Hai, Jo Shakhs Eid Ki Namaz Se Pahley Isey Ada Karega Wo Zakat Ki Tarah…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- Insaan ke Badan ke har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Hadees Of The Day Insaan ke Badan ke Har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain : "Insaan ke Badan ke har Jod par har us Din ka Sadqa Waajib hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai. aur Logo ke Darmiyaan Insaaf karna bhi Ek…
- Roza Baatini Ibadat Hai .... Roza Baatini(Internal) Ibadat Hai Kyu Ke Hamare Bataye Bagair Kisi Ko Nahi Pata Chal Sakta Hai Ke Hamara Roza Hai Aur Allah Ko Baatini Ibadat Ziyada Pasand Hai. - (Aljama Sagheer P-146 H-2415)
- Qayamat ke qareeb koi Zakaat lene wala nazar nahi aayega ✦ Qayamat ki Nishaniya : Maal ki Kasrat hogi aur koi Zakat lene wala nahi hoga ✦ 1). Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya - "Qayamat Qayem na hogee Hatta ke Maal bakasrat ho jayega. (Mall-O-Doulat ki) itni kasrat hogi…
- Diwaliya aur Muflis Kaun hai? (Gaali Galaoch aur Geebat ka… ✦ Mafhum-e-Hadith : Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, ek baar Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne sahaba se farmaya 'Kya tum jante ho Diwaliya aur Muflis kaun hai? ' Sahaba ne arz kiya ki 'Humare yahan tou Diwaliya usey maana jata hai jiske paas na ek Dirham ho aur…
- Benamazi Ke Munh Kale Kiye Jayenge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)Ne Irshad Farmaya - "Qayamat Me Sabse Pahle Namaz Na Padhne Walo Ke Mooh Kaale Kiye Jayenge, Phir Sanpo (Snake) Ki Waadi Lam-Lam Me Phenk Diye Jayenge, Waha Ke Saanp Ounth Jaise Honge, Waha Benamazi Ko Dasenge, Unka Zeher 70 Saal Tak Badan Me Josh…
- Islaam Ke Paanch(5) Sutoon ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Islaam Paanch (5) Sutoono Par Khada Kiya Gaya Hai, (1). Ek Ye Ke Allah Hi Ki Ibadat Ki Jaye Aur Uske Siwa Tamaam Jhoote Maboodo Ka Inkaar Kiya Jaye, (2). Namaaz Parhna,…
- Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta’ala Ne (Sarai) Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di aur Musafir, Doodh Pilane Waali aur Pait Me Baccha Waali (Pregnant) Aurat Se Roza Muaf Kar Diya Gaya." - (Abu Dawud 2402.) # Sabaq: Yaani…
- Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ,Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi Shakhs Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De…
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai [tabs] [tab title="Roman Urdu"]♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Dharr (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke pass aaye aur arz kiya: "Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! maal wale sara sawab kama kar le gaye! isliye ki wo Namaz padhte hai jaisa ki hum…
- Peer Ke Din Ka Roza .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Katada Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Peer Ke Din Roze Ke Baare Me Pucha Gaya Toh, *Aapne Faramaya Ki: "Issi Din (Monday) Meri Paidaish Hui Aur Issi Din Se Mere Upar Nuzul Quraan Ki Ibtida Hui". - Sahih Muslim Book 006, Hadith no.…
- Fitra / Sadqa-e-Fitr / Zakaat al Fitr Kya hai aur kyun dete… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. SADQA-e-FITR / ZAKAT AL-FITR Kya Hai? Sadqa-e-Fitr ya Zakat al-Fitr, jise hum aam taur par ‘Fitra’ ke naam se jaante hai, yeh ek aisa Sadqa hai jo aap ke tamaam Rozo ko Paak karta hai. yeh ek khane pine ki cheez ki Shakal me di jaati…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…