Baap ke Saath Husne Sulook ka Aala Darja

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

“Baap ke saath Husne Sulook ka Aala Darja yeh hai ke uski Wafaat ke baad us ke Milne julne waalo ke saath accha sulook kare.”

– (Muslim, 6679)

♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह इब्ने उम्र (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:

“बाप के साथ हुस्ने सुलुक का आला दर्जा यह है के उसकी वफात के बाद उस के मिलने जुलने वालो के साथ अच्छा सुलूक करे”

– (मुस्लिम, 6679)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply