♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aye Emaan walo! Sabr Karo, Aur Sabr Se Ek Doosre Ko Bardasht Karo,
Aur Rishta Banaaye Rakho, Aur Darro Allah Se Ta’aki Tum Falah (Kamiyabi) Paao”.
– (Sureh: Aal-e-Imran, Ayat:200)
Home / Quran ki Nasihat / Aye Emaan Walo! Sabr Karo ….
Related Posts:
- Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Quwwat Hasil Karo Sabr aur Namaz Se Beshaq Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai". - (Sureh - Baqarah: Ayat-153 )
- Bagair Sabr Ke Emaan Bekar Hai .... ♥ Sabr ♥ Farman-e- Hazrat Ali(RaziAllahu Anhu) ∗ Sabr Ko Emaan Se Wohi Nisbat Hai Jo Sar Ko Jism Se Hai, Jis Tarha Bagair Sar Ke Jism Bekaar Hai Issi Tarha Bagair Sabr Ke Emaan. ∗ Daulat, Hukumat Aur Musibat Me Aadmi Ke Aql Ka Imtihaan Hota Hai, Ki Aadmi…
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Aye Emaan Walo! Har Haal Me Insaaf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye EmaanWalo! Allah (Ki Khushnudi) Ke Liye Insaaf Ke Sath Gawahi Dene Ke Liye Tayyar Raho Aur Tumhe Kisi Kabile Ki Adawat (Dushmani) Iss Jurm Me Na Faswa De Ki Tum Na-Insafi Karne Lago (Khabrdar Balki) Tum (Har Haalo Me) Insaf Karo Yahi Parhezgari Se…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Ijazat Ke Bagair Kisi ke Gharo Me Dakhil Na Hona ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Apne Gharon Ke Siwa Aur Gharon Me Na Jao Jab Tak Ke Ijazat Na Le Lo Aur Waha Ke Rehne Walo Ko Salaam Na Kar Lo, Yehi Tumhare Liye Sarasar Behtar Hai Taa'ke Tum Naseehat Hasil Karo,.." - (Surah Noor, Ayat: 27) #…
- Bimaari Ka Sabr Aur Shukr Se Istaqbal Kiya Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: " Aye Logo! Jab Tum Bimaar Ho Jao Tou Sabr aur Shukr Se Uska Istaqbal Karo Taa'ke Wo Tumhare Liye Rehmat Ban Jaye. " - Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Jannati Koun ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! Hum Emaan Laa Chuke Iss Liye Hamare Gunaah Muaf Farma Aur Hume Aag Ke Azaab Se Bacha. Jo Sabr Karne Wale Aur Sach Bolne Waale Aur Farmabardari Karne Waale Aur Allah Ki Raah Me Kharch…
- Biwi Se Nek Sulook Kiya Karo ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Unsey (Biwi Se) Aacha Bartav Karo Fhir Agar Woh Tumhe Pasand Na Aaye Tou Kareeb Hai Ki Koi Cheez Tumhe Na Pasand Ho Aur Allah Uss Me Bahut Bhalayi Rakhey". - (Tarjuma Kanjul Emaan: Surah Al-Nisa, Ayat:19) » Tafsir: Yaani Ki Apni Biwi Ko Kisi…
- Acche Akhlaaq Walo Ka Emaan Kaamil Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Unn EmaanWalon Ka Emaan Kaamil Hai Jinka Akhlaaq Achchha Hai.." - (Sunan Abu Dawood, Vol.3, Hadith no.1257)
- Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
- 9 Beautiful Points to Share & Remember "9" Beautiful Points To Share & Remember: (1) Kisi Musalman Ki Taraf Muskura Kar Dekhna "Sadqa" Hai, (2) Sanjida Rehne Wala Hamesha "Izzat" Pata Hai, (3) Emaan Par Maut Jannat Me Jane Ki "Sanad" Hai, (4) Nafs Ke Khilaf Jihaad Karna "Jihaad-e-Akbar" Hai, (5) Maa Baap Ki Khidmat Doo No…
- Momino Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Allah Aur Uskey Rasool (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ke Hukm Par Chalo Aur Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna Ke Aisa Karogey Tou Tum Buzdil Ho Jaogey Aur Tumhara Iqbaal Jaata Rahega Aur Sabr Se Kaam Lo. Ke Allah Sabr Karne Walon Ka Madadgaar Hai".…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
- Aazmayish Par Sabr Karne Ka Silaah .... Allah Rabbul Izzat Quran-e-Hakim me Irshad Farmata hai - ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Aur Hum Tumhe Kuch Khauf Aur Bhook Aur Maalo Aur Jaano Aur Phalon (Fruits) Ke Nuqsaan Se Jarur Aazmaayenge, Aur Sabr Karne Walon Ko Khushkhabri De Do. *Wo Log Ki Jab Unhey Koi Museebat Aati Hai Tou…
- Zameen walo Par Reham Karo tou Aasmaan wala Tum par Reham… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-‘As (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai.” – (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith no. 1504)…
- Beshaq Allah Ta'ala Har Ek Ka Imtihaan Lega .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Logon Ne Ye Samaj Liya Hai Ki Sirf Itna Keh Dene Se Ki Hum Emaan Laye Hai Tou Chorr Diye Jayenge Aur Unka Imtihaan Na Liya Jayega. Aur Hum(Allah)Ne Tou Unn Logon Ka Bhi Imtihaan Liya Jo Unn Logon Se Pehle Gujar Gaye, Garaj…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Hum Aisi Harkatey Karte Kyu Hai Pehle ? ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Aye Wo Logon Jo Iman Laye Ho! *Ita’at Karo Allah Ki Aur Ita’at Karo Uskey Rasool Ki ,.. *Aur Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna ! *Agar Tum Aisa Karoge, *Tou Tum Buzdil Bana Diye Jaoge, *Aur Tumhara Iqbaal Jata Rahega ,.. Aur Sabr Se Kaam…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 14 Sunnat-e-Rasool Ko Tark Karne Waley Ka Duniyawi Anjaam : » Aayiye Aagey aur Kya Nuqsaan Hoga Duniyawi Aitbaar se Agar Sunnat-e-Rasool Ko Hum Chorr Dengey … • Allah Rabbul Izzat Surah Anfal ki Ayat Number 46 me Farmata Hai: ۞ Al-Quran ۞ "Aye Wo Logon Jo Iman Laye Ho! Ita'at…
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…