♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aye EmaanWalo! Allah (Ki Khushnudi) Ke Liye Insaaf Ke Sath Gawahi Dene Ke Liye Tayyar Raho Aur Tumhe Kisi Kabile Ki Adawat (Dushmani) Iss Jurm Me Na Faswa De Ki Tum Na-Insafi Karne Lago (Khabrdar Balki) Tum (Har Haalo Me) Insaf Karo Yahi Parhezgari Se Bahut Kareeb Hai Aur Allah Se Daro Kyunki Jo Kuch Tum Karte Ho (Acha Ya Bura) Allah Usey Bakhubi Janta Hai”.
– (Surah : Al-Ma’ida, Ayat-8)
Home / Quran ki Nasihat / Aye Emaan Walo! Har Haal Me Insaaf Karo ….
Related Posts:
- Aye Emaan Walo! Sabr Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan walo! Sabr Karo, Aur Sabr Se Ek Doosre Ko Bardasht Karo, Aur Rishta Banaaye Rakho, Aur Darro Allah Se Ta'aki Tum Falah (Kamiyabi) Paao". - (Sureh: Aal-e-Imran, Ayat:200)
- Har Haal Me Insaaf Par Qayam Raho Allah Ta'ala Ne Apne Bando Ko Insaaf Ke Muamle Me Sakht Hidayat Ki,.. Aur Gour Se Dekha Jaye Tou Quraan Ka Paigaam Hi Insaaf Par Madani hai ,.. Tou Aayiye Iske Talluk Se Bus Ek hi Aayat Par Hum Gour Karte Hai Ki Insaaf ki Kitni Ahmyat Aur Wusat Hai…
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Allah Tumhe Kinse Dosti-Dushmani Rakhne Ko Kehta Hai ? ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Tumse Tumhare Deen Ke Baare Me Nahi Lade-Bhide Aur Na Tumhe Gharo Se Nikaale Unn Logon Ke Sath Ehsan Karne Aur Unke Sath Insaaf Se Pesh Aane Se Allah Tumhe Manaa Nahi Karta, Beshaq Allah Insaaf Karne Walo Ko Azeez Rakhta Hai. Allah…
- Ijazat Ke Bagair Kisi ke Gharo Me Dakhil Na Hona ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Apne Gharon Ke Siwa Aur Gharon Me Na Jao Jab Tak Ke Ijazat Na Le Lo Aur Waha Ke Rehne Walo Ko Salaam Na Kar Lo, Yehi Tumhare Liye Sarasar Behtar Hai Taa'ke Tum Naseehat Hasil Karo,.." - (Surah Noor, Ayat: 27) #…
- Biwi Se Nek Sulook Kiya Karo ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Unsey (Biwi Se) Aacha Bartav Karo Fhir Agar Woh Tumhe Pasand Na Aaye Tou Kareeb Hai Ki Koi Cheez Tumhe Na Pasand Ho Aur Allah Uss Me Bahut Bhalayi Rakhey". - (Tarjuma Kanjul Emaan: Surah Al-Nisa, Ayat:19) » Tafsir: Yaani Ki Apni Biwi Ko Kisi…
- Acche Akhlaaq Walo Ka Emaan Kaamil Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Unn EmaanWalon Ka Emaan Kaamil Hai Jinka Akhlaaq Achchha Hai.." - (Sunan Abu Dawood, Vol.3, Hadith no.1257)
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Qasam Ka Kaffara .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Tumhe Nahi Pakdta Galatfehmi Ki Qasmo Par, Haa! Unn Kasmo Par Pakad Farmata Hai Jinhe Tumney Mazbut Kiya Ho, Tou Aesi Qasam Ka Badla 10 Miskeeno Ko Woh Khana Khilana Jo Tum Apne Ghar Me Apne Liye Pasand Karte Ho, Ya Unhe Kapde Dena, Ya…
- Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
- Beshaq Allah Ta'ala Har Ek Ka Imtihaan Lega .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Logon Ne Ye Samaj Liya Hai Ki Sirf Itna Keh Dene Se Ki Hum Emaan Laye Hai Tou Chorr Diye Jayenge Aur Unka Imtihaan Na Liya Jayega. Aur Hum(Allah)Ne Tou Unn Logon Ka Bhi Imtihaan Liya Jo Unn Logon Se Pehle Gujar Gaye, Garaj…
- Zameen walo Par Reham Karo tou Aasmaan wala Tum par Reham… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-‘As (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai.” – (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith no. 1504)…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Buraai Ka Anjaam Bhi Bura Hoga .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Phir Jin Logo Ne Buraai Ki Unka Anjaam Bhi Bura Hua Isliye Ke Allah Ki Aayaton Ko Jhootlaate Aur Unki Hansi Udaate Rahe The. Allah Hi Khalqat Ko Pehli Baar Paida Karta Hai Wo Hi Uss Ko Phir Paida Karega Phir Tum Ussi Ki Taraf…
- Allah Ta'ala ne Apne Bando Ko 9 Baato Ka Huqm Diya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Mujhe(aur Tamam Imanwalo ko) Mere Rab Ne 9 Baato Ka Huqm Diya" ∗1. Zahir Aur Poshida Har Haal Me Allah Se Darta Rahu. ∗2. Chahe Ameer Hu Ya Faqeer Har Haal Me…
- Har Haal Me Maa-Baap Se Neki Karna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Apne Maa-Baap (Parents) Ke Saath Bhalayi (Neki) Karte Raho - Aur Agar Tumhare Samney Unmein Se Ek Ya Dono Budhape Ko Pahunch Jaye - Tou Unhe Uff Bhi Na Kaho Aur Na Unhe Zidkao Aur Unn Se Adab Se Baat Karo - Aur Unke Samne…
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…
- Sadagi Emaan Ka Hissa Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – "Saadagi Yakinan Emaan Ka Hissa Hai." - (Abu Dawood P:573) » Khuraak, Poshaak, Samaan Zindagi, Rahen Sahen Har Cheez Me Bejaa Taklefaat Se Bachna – Aur Zindagi Ke Har Shobe Me Sadagi Rakhna Ye Bahut Hi Pyaari Aadat Aur Nihat Hi…
- Roze ka asal Maqsad Taqwa / Parhezgari hai Allah Rabbul Izzat ne Surah Baqraah ki Aayat 183 me farmaya aur kaha: "Aye Emaan walo tum par Roze farz kiye gaye, Jaise tumse pichli Ummato par farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.” [Surah Baqrah 2:183] Tou Taqwa Roze ka maksad hai, Taqwa Ramzan ka asal maksad hai, Taqwa…
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)