Hazrat Maruf Karkhi (Rehmatullah Alaih) Irshad Farmate Hain,
» Aqeede Salamat Na Ho Tou Ibadat Bhi Bekaar Hain!
» Daulat Ke Bhuko Ko Kabhi Dil Ka Sukoon Nahi Milta!
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Aqeede Salamat Na Ho Tou Ibadat …..
Related Posts:
- Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me .... ★ Sawaal (Silsila-e-Nabuwat): Allah Ta’ala Ne Quraan Me Kitne Nabiyo Aur Rasoolo Ka Naam Ke Saath Zikr Kiya Aur Unke Kul Tadaat Kitne Hai.? » Jawaab: Nabi Aur Rasoolo Ke Kul Tadaat Kitne Hai Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta'ala Ko Hi Hai. Quraan-e-Kareem Me Kul 26 Naam Saaf Saaf…
- Qayamat ke din Pul-Siraat par imanwalo ke pehchaan ki Dua ✦ Hadith: Mugheera bin Sho’eba (R.A.) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaaya ki "Qayamat ke din Pul-Siraat par imanwalo ki pehchaan Dua ka yeh kalma hoga. ❝ Rab’be Sal’lim, Rab’be Sal’lim. ❞ 〘 Aye Hamaare Rab ! Hume Salamat Rakh Aur Salamat Ke Saath Paar Laga 〙 -…
- Roza Baatini Ibadat Hai .... Roza Baatini(Internal) Ibadat Hai Kyu Ke Hamare Bataye Bagair Kisi Ko Nahi Pata Chal Sakta Hai Ke Hamara Roza Hai Aur Allah Ko Baatini Ibadat Ziyada Pasand Hai. - (Aljama Sagheer P-146 H-2415)
- Jo Buri Jagah Jaata Hai, Wo Badnaam Hota Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ja'afar Saadiq (Rehmatulah Alaihi) Ne Hazrat Sufiyaan Souri (Rehmatulah Alaihi) Se Farmaaya - "Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtareen Adab Ki Baaten Sikhlaayin Aur Farmaaya: ∗ Aye Bete ! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hai, Salamat Nahi Rahta,.. ∗ Jo Buri Jagah Jaata Hai, Mutthim (Badnaam)…
- Dua Ibadat Ka Maghaz Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas-Bin-Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farmane Hai Ke - "Dua Ibadat Ka Maghaz (Brain) Hai". - (Tirmizi, Kitaab Al-Doawat, Jild: 5, Page:243, Hadith:3382) • Sabaq: Dua Ibadat Ka Maghaz Isliye Hai Ke - Dua Mangne Wala Har Ek (1) Se Alag…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Shabe Qadr me Ibadat ka Tareeka Shab e Qadr ki Raat ki Ibadat, Shab e Qadr ki Ibadat ka Tarika, Shab e Qadr ko kya karna chahiye, Lailatul Qadr Mein Kaunsi Ibadat Karna Sab Se Behtar Hai by Adv. Faiz Syed Bayan Ramzan ki Fazilat, fazail e shab e qadr hindi, fazeelat of shabe qadr, fazilate…
- Jo Log Meri Ibadat Se Mooh Mod lete Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Tumahare Rab Ka Farman Hai Mujhe Pukaro Mai Tumhari Dua Qubool Karunga. Jo Log Meri Ibadat Se Muhh Mod Lete Hai Un-Qareeb Zaleel-O-Quar Hokar Jahannam Me Dakhil Honge. - (Sure Al-Momin : Ayat-20) » Jo Log Allah Se Bina Dekhe Darte Hai Tou…
- Dua Ibadat Hai - Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nu'man Ibn Bashir (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - Dua hi tou Ibadat hai, fir Aapne "Surah (40) Momin" ki Aayat 60 tilawat farmayi, "Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe pukaro! Main tumhari Dua qabool karunga aur jo log meri ibadat…
- Aye Insan Meri Ibadat Ke Liye Farigh Ho Ja .... ♥ Hadees-Qudsi: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai Ke, Allah Rabbul Izzat Farmata Hai - "Aye Insan Meri Ibadat Ke Liye Farigh Ho Ja, Teri Bhook Khatm Kar Dunga, Aur Tera Sina Itminan Se Bhar Dunga, Aur Agar Tuney Aisa Na Kiya Tou Din Raat Mehnat Me Laga Dunga Aur…
- Aye Logon Tum Par Hajj Farz Kiya Gaya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - Jab Hazrat-e-Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal Kar Liye Tou Allah Ta'ala Ki Bargaah Me Marooza Kiye - 'Ilaahi Maine Tameer Muqammal Kar Li Hai!' Tabhi Allah Ta'ala Ne Hukm Farmaya -…
- Ramzan ki Fazilat: Part 2 Ramzan ki Fazilat kya hai ? Waise tou Ramzan ki fazilatey beshumar hai lekin tamam fazilatey iss Mukhtasar se Unwan me ginwana humare liye mushkil hai, lihaja chand aham fazilato ka hi zikr karne wale hai. 1. Ramzan ke Mahine ko Allah ne Farz Ibadat ke liye Muntakhib kiya: Tou…
- Introducing Fi_Sabi_Lillah Islamic Marriage Beuro for Ummah ♥ Asslamo Alaikum Wa rehmtullahi wa barkatuhu ! Allah ke fazlo Karam se ummat-e-nabi.com/home site ko jis tarha aap hazrat ki aor se jo sath mil raha hai usi ke sabab inshaAllah hum ek aur feesabilillh program banane ki tayyari me hai.. ♥ Alahmdulillah ! pichle 5 saalo se is…
- Khudpasandi Se Parhez Kiya Karo .... » Hazrate Ayesha Siddiqa (RaziAllahu Anha) Se Pucha Gaya Ke, "Aadmi Gunahgar Kab Hota Hai?, Hazrate Ayesha Siddiqa Ne Farmaya - "Jab Usey Ye Gumaan Ho Ke Mai Nek-O-Kaar Yaani Nek Aadmi Hun". - (Ihya-Ul-Uloom, Jild 3, Page 452) » Hazrate Sayyiduna Zaid Bin Aslam Fermatay Hain, "Apne Aap Ko…
- Wo Mushrik Kehlaye Iss Amal Par Tou Hum Momin Kaise ? Wo Mushrik kehlaye Iss Amal par tou Hum Momin kaise ? Mushrikane Makka ki Asal jo Kamjori thi, Asal Jo Unka Shirk tha Wo Tauhid Al-Ibada thi, Ibadat me wo Allah ke siwa Dusro ko bhi Shareek kiya karte they. Yahi Asal Shirk tha Unka Jiske Liye wo Qayamat tak…
- ♪ Shabe Qadr ki Fazilat - Qurano Sunnat ki roshni mein ♪ Shabe Qadr ki Fazilat Shabe Qadr kya hai? iski fazilate kya hai ? ye kab aati hai? isme kaisi ibadate kare? tafseeli jankari ke liye aayiye is mukhtsar se Audio bayan ka muta'ala kare,. jazakAllahu khairan kaseera,.. People also search as: शबे क़द्र और इस की रात का महत्वः…
- Tawheed aur Shirk (Part:2) ✦ Kalma-e-Shahadat "La Ilaha Illallah" Ke Taqaze Islam Ke 5 Faraiz (Kalma-e-Shahadat, Namaz, Roza, Zakaat Aur Hajj) Me Hum Pahla Kalma (Kalma-e-Shahadat) Tou Badi Aasani Se Padh Letey Hai. Lekin Iski Ahmiyat Se Bekhabar Hai.. Kalma-e-Shahadat Me Hum Padhte Hai "La Ilaha Illallah Muhammadur Rasool'Allah" aur yeh Kalma sirf ek…
- Jo Qurbani ka Irada rakhe wo Zilhujja ka chand nazar se Eid… ✦ Mafhum-e-Hadees: Umm Salama (R.A.) se riwayat hai ke, Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jis ke paas Qurbani ka Janwar ho aur woh Usey Eid me Zabah karne ka iradah rakhta ho tou woh Zulhijja ka Chaand nazar aa jane ke baad Qurbani kar lene tak hargiz apne…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- मोहम्मद साहब (स.) का संशिप्त जीवन परिचय और आपके मिशन की कुछ… *अल्लाह के आखरी पैगम्बर मोहम्मद (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) का संशिप्त जीवन परिचय और आपके मिशन की कुछ झलकिया ,.. - इस स्पीच में हम इस्लाम के अंतिम संदेष्ठा पैगम्बर मोहम्मद (स.) साहब की जीवनी का संशिप्त में परिचय करेंगे ,. वैसे तो आपकी जीवनी का अभ्यास एक स्पीच में करना…
- Shab-e-Qadr mein Ibadat karne ki fazilat Shab-e-Qadr mein Ibadat karne ki fazilat ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shakhs Shab e Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat mein guzare to uske pichle Gunah bakhsh diye jate hain." Sahih Bukhari, 35 ۞ हदीस: रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने…
- Taraweeh Ki Ibadat Ko Ladayi Ka Mouju Na Banaiye ,... Ramzan Ke Mahine Me Taraweeh Ki Shakl Me Hum Tilawat-e-Quraan Sun Saktey Hai Ye Bhi Ek Acha Tareeka Hai ,.. .... Lekin Meharbaani Kar Ke Inn Taraweeh Ki Namazo Ko Humara Aur Tumhara ,.. Apna Aur Paraya , Wo Jamat Ka Aur Ye Jamat Ka Farq Karnewali Cheez Mat Banaiye…
- Allah Ki Nafarmani Me Kisi Ki Ita'at Nahi Karni ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Lashkar Rawana Farmaya Aur Ek Shakhs Ko Uska Sardar Bana Diya Aur Logo Ko Uski Ita'at Karne Ki Takid Ki. *Uss Shakhs Ne Aag Jalayee Aur Logo Ko Kaha Ki Aag Me Kud…
- Rab Ki Ibadat Me Kisi Dusre Ko Shareek Na Kare .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshak Jo Emaan Laaye Aur Nek Kaam Kiye, Firdous Ke Baaghat Unki Mehmaani Ke Liye Honge, Hamesha Ussi Me Rahenge, Wahan Se Woh Dusri Jagah Jaana Na Chahenge, Aap (Nabi Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmaa Dijiye Ke Agar Mere Rab Ki Baate Likhne Ke Liye Samundar…
- Hazrate Ali (R.A) se Mushkil Sawalaat ke Khubsurat Jawaab 7 Mushkil Sawaal aur Hazrat Ali (R.A) ke Khubsurat Jawaab Tauraat ke ek Aalim Mujer ne ek martaba Hazrat Ali (R.A) se kuch sawaal puche jinke jawab Hazrat Ali ne diye. Mujer ne pucha: (1) Wo kaunsa mard hai jiska na baap hai na maan? (2) Wo kaunsi aurat hai…