∗ Daulat Behtarin Khaadim Hai Magar Badtareen Dushman Bhi Hai.
Jin Logon Ke Khayalat Behtar Hai, Woh Kabhi Tanhaa Nahin Hote.
∗ Apni Umr Aur Doulat Pe Aitbar Mat Karo, Kyun Ke
Jo Cheez Ginti Me Aa Jaye, Usse Ek Din Jaroor Khatm Hona Hai.
∗ Ikhtiyar, Takat aur Doulat, Yeh wo 3 Chije hai
Jiske Pane Se Log Badalte Nahi, Benaqab hote hai.
∗ Nadaan Log Doulat Ke Liye Dil Ka Chain Luta Dete Hain aur ‘Danishmand’
Dil Ke Chain Ke Liye Dulat Luta Dyte Hain.
∗ Bewakuf Insan Daulat Kamane Ke Liye Apni Sehat Kho Deta Hai
Aur Phir Sehat Ko Wapis Pane Ke Liye Apni Dolat Khota Hai.
Mustaqbil(Future) Ko Soch Ke Apna Haal Zaya Karta Hai..
Phir Mustaqbil Me Apna Maazi(Past) Yaad Kar Ke Rota Hai.