Gheebat ka taruf aur Nuqsaan | Gheebat kise kehte hai ?
۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Tum jante ho Gheebat kya hai ?.” Logo ne kaha “Allah aur uske Rasool ﷺ behtar jante hain.” Aap (ﷺ) ne farmaya “Gheebat yeh hai ke, tum apne bhai ka Zikr karo is taur par ke agar woh samne ho […]