Al-Quran: Aye Momino! tum sab Allah ke saamne tauba karo
Quran: 26 – July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho.❞ 📕 Surah An-Noor 24:31
Browsing tag
Quran: 26 – July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho.❞ 📕 Surah An-Noor 24:31
♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai , Mujhe Jibrayeel (Alahi Salam) ne Jannat me ek bada Mahal dikhaya, jab mai usme dakhil hone laga tou mere sath meri ummat ke 70 hazar log dakhil ho gaye jo bagair hisab kitab ke jannat me jayenge ,. Sahaba ne pucha “ya RasoolAllah (Sallallahu […]
Astaghfar ke fayde in urdu, astaghfar tasbeeh benefits, miracles of reciting astaghfar, wazifa for astaghfar in urdu, tauba aur astaghfar, astaghfar ki kasrat, astaghfar ke fayde in hindi
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai “Beshaq Allah Izzat Aur Buzurgi Wala Raat Ko Aapna Haath(Dast-e-Qudrat) Phailata Hai Taaki Din Ke Gunahgar Taubah Karey Aur Haath Phailata Hai Din Ko Taaki Raat Ke Gunaahgar Taubah Karey, (Allah Isi Tarah Tauba Qubul Karega) Yanha Tak Ki Afatab Nikley Maghreeb Se (Yaani Qayamat Tak).” – […]
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Astaghfar kise kehte hai ? Insan ki fitrat hai ke us se khata, galati ya gunah ho jate hai, aur jab wo apne kiye par sharminda ho kar sacche dil se apne Rab se muafi talab karta hai tou usey ‘Astaghfar‘ kehte hai. Astaghfar ki Ahmiyat: ۞ Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) […]
!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai. Aur Waha Se Rozi Ata Karta Hai Jaha Se Usney Gumaan Bhi Naa Kiya Ho. – [Surah(65) At-Talaq: Ayat:2-3] Iss Aayat Ke Talluk Se Abdullah […]
♥ Mafhoom-e-Hadees : Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Jo Shakhs apney (Musalman) bhai ko Kafir keh kar pukare tou dono me se Ek par Kufr aa Jayega, Agar wo shakhs jisko usney pukara wo Kafir hai tou khair(Kufr uss par rahega) warna pukarney waley par laut […]
★ FAZILAT -2 Nuzul-e-Quraan ke liye iss Mahine ka Intekhab kiya: Iski dusri sabse badi fazilat ye hai ke Allah Rabbul Izzat ne iss Mahine ka Intekhab apni aakhri kitab Qurane Majid ko nazil karne ke liye kiya. Andaza lagaiye kitni aham baat hai ye ke ‘Allah Rabbul Izzat ne apna aakhri qalam utara, jiske […]
Deen me Bidat ke Nuqsan: Allah ne Duniya me tou hume Ijajat (permission) thi Biddate karne ki, lekin waha tou ijadad, Invension aur Discoveries chorr di aur humne Deen ke andar ijadad shuru kar diye, Deen ke andar Biddato ke Badey-Badey towers khadey kar diye. Subhan’Allah !!! Jiska Nuqsaan ye hua ke agar koi NonMmuslim aisi […]