❗Aaj ka Sawal 👇

Islamic Quiz of the Day

19 April 2024

Islamic Quiz 254

RasoolAllah ﷺ ye dua Allahumma Bismika Amutu wa Aahya kis waqt padha karte they?

Options Are 👇

A. Ghar se nikalte waqt

B. Raat ko sote waqt

C. Subah ko bedar hote waqt

D. Khane se pahle

Get Answer

ka Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Raat ko sote waqt

Huzefa (R.A) se riwayat hai ki
RasoolAllah (ﷺ) jab apne bistar par let-tey to ye farmate:

Allahumma Bismika Amutu wa Aahya

Ya ALLAH, tere hi naam ke saath main murda aur Zinda rahta hu.

📕 Sahih Bukhari, Vol7, 6312

Allah Rabbul  izzat hume kehne sunne se jyada amal ki taufik de. Ameen.

Install Islamic Quiz App

Aaj ka Sawal | Islamic Quiz of the Day | Islamic Sawal Jawab Quran wa Hadees ki roshni mein | Deeni Sawal Jawab in Hindi Quran Sunnat ki roshni mein, Islamic Sawal Jawab Urdu Quiz.

Welcome to “❗Aaj ka Sawal 👇 | Quiz of the Day: Islamic Questions and Answers in Hind, Roman Urdu,” your reliable source for insightful information about Islam. Explore a wide range of popular topics, including Islamic beliefs, practices, history, Quranic teachings, prophet’s stories, and Islamic ethics. Join us on this enlightening journey of exploration and discovery as we provide informative answers to your questions about Islam.

और देखे :