Browsing tag

Istehat se Jyada Zimmedari Na Lo

Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Na Kiya Karo ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Momin Ke Liye Munaseeb Nahi Ke Wo Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kare” *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke – “Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kis Tarah Kiya Ja Sakta Hai ?” *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Aesi Balaayen (Kaam) […]