Islamic Quiz 34 : Haqiqat me Ameer Koun?
۞ Sawaal: Haqiqat me Ameer Koun? • Options are – A). Jyada Maal Wala B). Badey Rutbey Wala C). Badey Dil Wala D). Sahi Jawab Ka Intezar. GET ANSWER
Browsing tag
۞ Sawaal: Haqiqat me Ameer Koun? • Options are – A). Jyada Maal Wala B). Badey Rutbey Wala C). Badey Dil Wala D). Sahi Jawab Ka Intezar. GET ANSWER
۞ Sawaal: Yakub (Alahi Salam) ne Mout ke Wakt Apne Beto’n ko kounsi Wasiyat ki ? • Options are – A). Wirasat Kaisi Taqseem Karoge ?. B). Yusuf (A.S) Ko Kitni Wirasat Dogey? C). Mere Baad Bhi Kiski Ibadat Karoge? D). Sahih Jawab Ka Intezar. GET ANSWER
۞ Sawaal: In me se Kounsa Amal ZULM hai ? • Options are – A). Baddzubani. B). Haya. C). La’ilmi. D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Wiraan Ghar ki Misaal in me se kya hai ? • Options are – A). Jis Dil Me Kuch Bhi Quraan Na Ho. B). Jis Dil Me Maal Ki Khwahis Na Ho. C). Jis Dil Me Duniya Ki Khwahis Na Ho. D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: ❝ Kounsa Amal Dil ko Murda Bana deta hai ? • Options are – A). Jyada Hasna B). Jyada Khana C). Jyada Maal D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: “Ek Daane ko Saat Baali Nikley aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou daane nikle” yeh Misaal Allah ne Quran me kin Logon ke Talluk se bayan ki hai ? • Options are – A). Sood Ka Karobar B). Allah Ki Raah Me Kharch Karna C). Halaal Tijarat D). Sahi Jawab Ka Intezar […]
۞ Sawaal: “Inme se Kis ki Fitrat hai Gaali-Galoch karna ? • Options are – A). Momin B). Farishtey C). Shaitan D). Sahi Jawab Ka Intezar (Note: Jawab ka sirf Rank Type Karey) GET ANSWER
۞ Sawaal: Allah ke Alaawa kisi aur ki Qasam Khana Kounsa Gunaah hai ? • Options are – A). Shirk B). Biddat C). Sageera Gunaah D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: In me se Kounsa Shakhs Ghamand se Paak hai ? • Options are – A). Sadqa Khairaat Karnewala B). Allah Ki Raah me Shahid Hone Wala C). Salaam Me Pehal Karne Wala D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Jab koi Musalman Cheenk kar Alahmdulillah kahe tou uske sath wale ne Uskey Jawab me kya kahe ? • Options are – A). Masha’Allah B). Ya Shafa-Ullah C). Ya-Reham’k’Allah D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Jab Shaam ka Andhera hone lagey tou Baccho ko Gharo me kyu Rokne ka Hukm Diya ? • Options are – A). Andhero se Bacchey Darr Jatey Hai B). Jinn aur Shayateen Fail Jaatey Hai C). Baccho Ki Aankhe Kamjor Ho Jaati Hai D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: In me se Kounse Shakhs ki 40 din tak Namaz Qabool Nahi Hoti ? • Options are – A). Qahino Se Sawal Karnewala B). Qurbani Na karne wala C). Roze Chorrne Wala D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: “In me se Kounsi Cheez Aurato ke liye tou Halaal hai Magar Mardo ke liye Haraam ? • Options are – A). Loha (Iron) B). Chandi (Silver) C). Sona (Gold) D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Apne Baccho ko Boli Sikhaane ka Aagaz kis Baat se Kare ? • Options are – A). Kalma-e-Tayyaba B). Walidain Ki Pehchan C). Majhab Ki Pehchan D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Allah ka Zikr Na Karnewale ki Misaal in me se kya hai ? • Options are – A). Lawaris B). Bakheel C). Murda D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: ” In me se Kounsa Amal Kufr hai ? “ Options are – A). Shohar ki Nashukri karna B). Shohar ka Naam lena C). Shohar ko Mehar Louta dena D). Sahi Jawab ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: ” Wo koun hai jise kabhi Mout nahi aani ? “ Options are – A). Allah B). Farishtey C). Nabi aur Rasool D). Allah ke Wali GET ANSWER
۞ Sawaal: ” Kis Burayi ki Buniyad par Aadam (Alaihi Salam) ke – Ek Betey (Qabil) ne dusre betey (Habil) ka Qatl kiya ? Options are – A). Takabbur (Ego) B). Hasad (Destructive Envy) C). Riyakari (Showing off), D). Sahi Jawaab ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: “Mushrikaan-e-Makkah Allah ki Hidayat ko kis Bahaaney se inkar kar detey they?” Options are – A). Hum tou Baap-Dada ke Deen par hi chalenge, B). Islam bohot Mushkil Deen hai, C). Humara Deen Islam se Behtar hai, D). Sahi Jawaab ka Intezar. GET ANSWER
۞ Sawaal: “In me se kin Logon ko Jahannum ke Sabse Nichley Gadhey me Azaab diya Jayega ? Options are – A). Mushrik B). Kafir C). Munafiq D). Sahi Jawab ka Intezar. GET ANSWER
۞ Sawaal: “Fizool Kharchi Karnewalo ko Allah Ta’ala ne Quraan me kya kaha hai ? Options are – A). Shaitan ka Bhai B). Momino ka Dushman C). Bakhilo ka Sardar D). Sahih Jawaab ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: “Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon” ye Dua kab padhna Sunnat se sabit hai ? Options are – A). Musibat ki Ghadi me. B). Ghar me Daakhil hone par. C). Khana Khane se Pehle. D). Kisi Inteqal par. GET ANSWER
۞ Sawaal: Wo Kounsa Gunaah tha Jiski Wajah se Allah Rabbul Izzat ne Looth (Alaihi Salam) ki Qoum ko Halaaq kiya ? Options are – A). Zina B). Sood Khori C). Lawatat (Homo-Sexuality) D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Inme se Kounsi Cheez Iman ke Aitbar se Momino ko Kaamil Banaati hai ? Options are – A). Namazo ki Qasrat B). Rozo Ki Qasrat C). Akhlaaq ki Khubsurti D). Sahih Jawab ka Intezar GET ANSWER
۞ Sawaal: Allah Rabbul Izzat ne Quraan me Shohar aur Biwi ke Rishtey ki Misaal kis Cheez ki tarha Batayi ? Options are – A). Chand aur Suraj B). Khajur ka Darakht C). Libaas D). Samandar GET ANSWER
۞ Sawaal: Inme se Kounsi Cheez ki Buniyaad par Banda Allah Ta’ala ke Nazdeek Pasandida hota hai ? Options are – A). Khubsurati B). Taqwa C). Maaldari D). Khandaan. GET ANSWER
۞ Sawaal: Wo Kounsa Gunaah hai Jiski Misaal Apne Bhai Ka Gousht Khaane ke barabar hai? Options are – A). Geebat B). Zina C). Sood Khori D). Sahi Jawab Ka Intezar. GET ANSWER
۞ Sawaal: Rasool’Allah (ﷺ) ko Allah ne kin ke liye Rehmat banakar bheja ? Options are – A). Arbo ke liye B). Tamam Aalam ke liye C). Musalmano ke liye D). Sahih Jawab ka intezar. GET ANSWER
۞ Sawaal: Shabe Qadr ki Mubarak Raat Ramzan ke kounse ashre me aati hai ? Options are – A). 1st Ashra (1-10 Ramazan) B). 2nd Ashra (11-20 Ramazan) C). 3rd Ashra (21-30 Ramazan) D). Sahi Jawab Ka Intezar. GET ANSWER
۞ Sawal: Quran ka Nuzool Jis Raat hua Uss “Lailatul Mubarak” se muraad kounsi Raat hai ? Options are – A). Shabe Qadr B). Shabe Bara’at C). Shabe Mera’aj D). Sahi Jawab Ka Intezar GET ANSWER