❗Aaj ka Sawal 👇

Islamic Quiz of the Day

20 April 2024

Islamic Quiz 311

Ramazan ki (Raato me) Namaz padhne ki fazilat kya hai?

Options Are 👇

A. Pichle Gunaho ki Magfirat

B. Qabr me Aasani

C. Pul Sirat par Aasani

D. Sahih Jawab ka Intezar

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( A )

✅ Pichle Gunaho ki Magfirat

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Jisney Ramzan ki Raato mein Imaan aur Sawab ki Niyat ke saath Namaz padhi uskey pichley tamam Gunaah muaf ho jayenge.”

📕 Sahih Bukhari, Jild 3, Hadees 2009


Install Islamic Quiz App

Aaj ka Sawal | Islamic Quiz of the Day | Islamic Sawal Jawab Quran wa Hadees ki roshni mein | Deeni Sawal Jawab in Hindi Quran Sunnat ki roshni mein, Islamic Sawal Jawab Urdu Quiz.

Welcome to “❗Aaj ka Sawal 👇 | Quiz of the Day: Islamic Questions and Answers in Hind, Roman Urdu,” your reliable source for insightful information about Islam. Explore a wide range of popular topics, including Islamic beliefs, practices, history, Quranic teachings, prophet’s stories, and Islamic ethics. Join us on this enlightening journey of exploration and discovery as we provide informative answers to your questions about Islam.

और देखे :