Ramadan Day 10 | Iftar Ke Waqt Rozedar Ki Dua Radd Nahi Hoti
Ramadan Day 10 ✦ Hadees: Abdullah Bin Amr Bin Aas (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya -“Iftar ke waqt Rozedar ki Dua Radd nahi hoti.” [Sunan Ibn Majah, 1753-Hasan]
Browsing tag
9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]
Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya ” Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi .” [Sunan ibn e Maja, 1746]
07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863
06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800
04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
3rd Ramadan Quotes: ۞ Hadees: “Islaam ke sutoon paanch (5) hai.” (1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye, (2). Namaaz parhna, (3). Zakaat dena, (4). Baitullah ka Hajj karna aur (5). Ramzan ke Roze rakhna…
02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.” Sunan Ibn Majah, 641-Sahih
Roza Iftar ki Dua : Iftar Bismillah keh kar shuru kare, aur Iftari ke baad ye Dua padhe ❝ Zahabaz-zama’u wabtallatil uruqu wa sabatal-ajru in-sha-Allah ❞Pyaas khatm hui, rage tarr ho gayi aur…
01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
۞ Hadees: Hasan bin Ali (R.A.) ne farmaya ki RasoolAllah … Read more
Astaghfar ki Dua – 1 “Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih” Jisne ye kaha tou uske Gunah Muaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se hi kyu na bhag gaya ho. [Sunan Abu Dawud, 1517-Sahih]
✦ Gadhe ki aawaaz aur kutte ki bhonk sun kar … Read more
بِسْمِ الله – Bismillah ۞ Hadees: Abu Al Malih Radi … Read more
Sahaaba ne arz kiya : Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! … Read more
Content Sawaari par sawaar hone ki dua Safar ki dua … Read more
1.〘 أصبحنا على فطرة الإسلام وعلى كلمة الإخلاص وعلى دين … Read more
Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata … Read more
[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading] ۞ … Read more