एकजुट हो कर रहें। और सब मिलकर अल्लाह की रस्सी को मज़बूती से पकड़ लो [कुरआन ३:१०३]
एकजुट हो कर रहें। और सब मिलकर अल्लाह की रस्सी को मज़बूती से पकड़ लो और विभेद में न पड़ो। ( कुरआन ३:१०३ ) Ref: Wisdom Media School | #IslamicQuotes by Ummat-e-Nabi.com
Browsing tag
एकजुट हो कर रहें। और सब मिलकर अल्लाह की रस्सी को मज़बूती से पकड़ लो और विभेद में न पड़ो। ( कुरआन ३:१०३ ) Ref: Wisdom Media School | #IslamicQuotes by Ummat-e-Nabi.com
۞ Hadees: Ubadah Bin Sabit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya – “Jo Banda Allah Ta’ala ko Ek Sajda bhi Karta hai, Tou Allah Ta’ala Uskey liye Ek Neki Likhega aur Ek Gunaah Muaf Farma Dega, aur Ek Darja Buland Farmayega Isliye Ziyada se Ziyada Sajdey Kiya Karo.” [Sunan Ibn Majah, 1424-Sahih] […]
۞ Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se marwi hain, Unohne Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Arz kiya “Mujhe Wasiyat Farmayiye”! *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : “Pakeeza Hunar Ikhtiyar kar, Nek Amal kar, Allah Ta’ala se Har Din ki Rozi Talab Karta Reh aur Apne Aapko Murdon me Shumaar kar! aur Har Insan ke […]
• RasoolAllah (ﷺ) ki Shafa’at kis ke liye hogi ? ۞ Hadees: Hazrat Abu Huraira (R.A.) kehte hain Rasool (ﷺ) ne farmaya, “Har Nabi ke Liye Ek Dua Aisi hai Jo Zaroor Qabool Hoti hai Tamam Ambiya ne Woh Dua Dunia Main hi Maang li, Lekin Main ne Apni Dua Qayamat ke Din Apni Ummat […]
۞ Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: ❝ Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai.” Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya – ‘Kya wo Allah ke sath kufr(shirk) karti hai?’ Aap ﷺ ne farmaya ‘Nahi! Wo Shohar ki […]
۞ Hadees: Thabit (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya , “Tum me se har Shakhs ko chahiye ki wo Apni tamam hajatein apne Rab se hi mange, Yanha tak ki Namak bhi usi se mange aur agar jute ka tasma (less) bhi tut jaye tou Wo bhi uss (Allah) se mange.” 📕 […]
۞ Hadees: Abdullah-bin-Masud (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool(ﷺ) ne Irshad farmaya – “Aye Jawaano Jo Tum me se Aurato ke Hakooq (Haq) ada karne ki Taaqat rakhta hai tou wo Nikah zaroor kare, Kyunki Nikah Nigaah ko Zukaata hai aur Sharmgah ki Hifazat karata hai aur jo iski taaqat na rakhe tou […]
Allah ke Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: Subah aur Sham 3 baar Surah Al-lkhlas, Surah Falaq aur Surah Nas padh liya karo, ye tumhe har cheez ke kaafi ho jayegi. Sunan Abu Dawud: 1643
۞ Hadees: Hazrat Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah )SallAllahu Alaihi wasallam) ne farmaya: “Allah Subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki Safaid baalo wale Musalman (yaani Buzurg) ki Izzat ki jaye aur Quran kareem ke haamil yaani (Hafiz, Qari ya Aalim) ki bhi Izzat ki jaye siwaye usmein […]
۞ Hadees: Jabir (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi ne Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Uss Sharaab ke Baarey me Puchha ke Jo Unn Elaqon me Pee jati hai aur wo Sharaab jo Taiyaar hoti hai Uss Sharaab ko Mizr […]