Hadees: Do Aadatein aisee hain ki agar koi Musalman isko ikhtiyar kar le to wo Jannat mein jayega
Browsing tag
✦ Hadith Roman Urdu: 1). Abu Darda (R.A) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ”Jab koi apne bhai ke liye (ghaybane) me dua karta hai to farishte ameeen kehte hain aur kehte hain : tere liye bhi isi jaissa ho.“ –Sunan Abi Dawud 1534-Sahih 2). Abu Darda (R.A) se riwayat hai […]
۞ Hadith: Hazrate Asma bin Umays (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne mujhse farmaya ki ‘kya main tumhe aise kalimat na sikhauu jinko tum Museebat (ya pareshani) ke Waqt padha karo’ (Wo kalimat ye hain) ? ❝ Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa ❞ (ALLAH , ALLAH mera Rab hai aur main uske […]
♥ Mafoom-e-Hadees: Hazrat Ammar (RaziAllahu anhu) farmate hai ke mujhe RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kisi kaam se bheja tha. Safar mein mujhe ghusal ki zarooarat ho gayi, lekin paani na mila. Is liye Phir maine mitti mein janwaro ki tarah lotpot liya. Phir maine RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se is ka zikar kiya. Tou […]
# Urdu Translation: ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Mus’ab bin Sa’d RadiyAllahu Anhu Farmate hain ke Main ne RasoolAllah Sallallahu Aliahi Wasallam se Daryaft kiya: Ya RasoolAllah! Sab se zyadah Aazmayesh mein kin logon ko dala jata hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: “Ambiya Alaihis Salam ko, Phir use jo Ambiya se Qareeb tar […]
✦ Hadees: Roman Urdu ✦ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila aur usne isme utar kar paani piya. jab bahar nikla tou wahan Ek Kutta dekha jo haanp raha tha […]
✦ Hadees-e-Nabvi : Roman Urdu ✦ Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya – “Meri saari ummat jannat mein jaye gi siwaye un ke jinhon ne inkaar kiya. sahaba neh arz kya ya RasoolAllah ! inkaar koun kerega? farmaya ke jo meri ita’at kerega woh jannat me daakhil hoga aur jo meri […]
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Mafhoom-e-Hadith: Farwah bin Nofal (RaziAllahu Anhu) se marvi hai, Unhone Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me hazir ho kar arz kiya, “Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mujhe koi aisi cheez bataayen jisey Mai bistar par jatey waqt padha karu.’ Tou Rasool’Allah ne farmaya “Sureh Kafirun padha karo, Yeh Shirk […]