♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allaho Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Saat (7) Halaaq (Barbad) Karne Wale Gunaahon Se Baccho”
*Sahaba Ne Arz Kiya: “Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Wo Kiya Hai”?
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
∗ 1. Allah Ke Saath Shirk Karna.
∗ 2. Jadu Karna.
∗ 3. NaaHaq Kisi Ki Jaan Lena Jo Allah Ne Haraam Kiya Hai.
∗ 4. Sood Khana
∗ 5. Yateem Ka Maal Khana
∗ 6. Jung Ke Din Peeth Pherna (Yaani Ladayi Se Bhag Jana)
∗ 7. Paak Daaman Aurton Par Tohmat Lagana”.
– (Sahih Bukhari Volume 008, Book 082, Hadith no.840)
♥ In’sha’Allah ul Azeez !!!
Allah Ta’ala hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufik De ,.
hume Tamam kism ke Kabira aur Sageera gunaaho se bachaye .. Ameen ! Allahum Ameen ..
Recent Posts
Betiyo Ki Acchi Parwarish Ka Silaah
807,466
Baith kar Namaz ada karne se sawab me kami ki jati hai
807,424
16. जिल हिज्जा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
442
Paanch (5) Waqt Ke Namazo Ki Misaal
807,501
Hiqayat (Part 15) » Ibrahim (Alaihay Salam)
809,524
Kitne Din Biwi se Door Rehne par Nikah toot jata hai by Adv. Faiz Syed
3,925
Taziya Mamnu’ Hai, Sharah Me Kuch Asal Nahi ….
807,314
5. ज़िल कदा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
532
Taajjub Hai Uss Ghafil Shakhs Par ….
807,292
13th Ramzan | Rozadaar ke liye do khushiya hai [Hadees: Sahih al-Bukhari 1904]
808,320
Namaz ki Ahmiyat aur Fazilat by Adv Faiz Sayed
Importance of Salah(Prayer) and Its Virtues By Adv. Faiz Syed
810,472
Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai
807,423
Khaliq Aur Makhlooq Ke Bich Koi Parda Nahi ….
807,251
Tum apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom
808,688
Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Rehem Nahi ….
807,298
2
3
…
174
Next
Install App