♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain”
– (Sahih Muslim, Vol2, 2259)
♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Mainey Tumhey Mana Kiya Tha Qabro Ki Ziyarat Karney Se Lekin Ab Tum Ziyarat Karo Unki”.
– (Sahih Muslim, Vol5, 5114)
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Qabro Ki Ziyarat Karo Kyunki Ye Tumhey Aakhirat Ki Yaad Dilati Hain”.
– Sunan Ibn Majah, Vol 1, 1569 (Sahih)
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki,
“Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Qabro Ki Ziyarat Karney Waali Aurton Par Lanat Farmayee Hai
Aur Isi Tarah Qabron Par Masjid Bananey Walo
Aur Uss Par Chirag Karney Walon Par Bhi Lanat Farmayee Hai”.
– (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1459)
Recent Posts
Aao la ilaha ilallah ki taraf – Download Hindi pdf
Firko aur Giroh me batein Musalmano Aao la ilaha ilallah ki taraf - Download pdf
1,672
♥ Valentine Day Ki Haqeeqat by Adv. Faiz Syed
807,472
बनी इस्राईल पर अल्लाह का अज़ाब और उम्मते मुस्लिमा के लिए इबरत
History of Bani Israil in hindi - Bani Israil ki halaqat ka wakia hindi me
808,388
Al-Quran: Tum nek Kaamo me ek dusre se aage badhne ki koshish karo
807,438
Jab Gair Mard Aur Aurat Tanhaai Me Ek Sath Hotey Hai
807,618
Behtarin Ghoont Ghusse Ka Ghoont Hai
807,227
Kuffaro ki Mushabiyat me Shirqat | Post 12 | Islam aur Humara Ghar
कुफ्फारों की मुशाबियत में शिरकत » पोस्ट 1⃣2⃣ » इस्लाम और हमारा घर
2,041
Islamic Quiz 59 ka Sahi Jawab
2,210
Ilm-o-Hidayat Ki Misaal ….
807,574
Jumma Ke Din Jab Imam Khutba De Raha Ho
807,621
Attahiyat: Tashahhud ka tarjuma (Roman Urdu, हिंदी & English)
Namaz me padhe jane wale Tashahud (Attahiyat) ka (Roman Urdu/हिंदी/English) Tarjuma
876,956
Ilm Ki Ahmiyat: Part-9
808,115
कुरआन और भू-विज्ञान !! “Earth Science” –
807,513
Kisi ki Kamzoriyon Ki Talash Me Na Raho
807,279
Peer Ke Din Ka Roza ….
807,633
2
3
…
172
Next