✦ Mafhum-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) ne kaha ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshaad farmaya
“Jab tum me se koi Dua kare tou yeh na kahe ki ‘Ya Allah mujhe bakhsh de agar tu chahe tou, mujh par reham farma, agar tu chahe tou mujhe rizq de,’ balki yakin ke sath Dua kare Kyuki Allah Ta’ala jo chahata hai karta hai aur koi uss par zabardasti karne wala nahi hai.”
– (Sahih al-Bukhari, 6339)
✦ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैरा (रजी अल्लाहु अन्हु) ने कहा की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने इरशाद फ़रमाया,
“जब तुम में से कोई दुआ करे तो ये ना कहे के “या अल्लाह मुझे बख्श दे अगर तू चाहे तो, मुझ पर रेहम फरमा अगर तू चाहे तो मुझे रिज्क दे, बल्कि यकींन के साथ दुआ करे क्यूंकि अल्लाह तआला जो चाहता है करता है और कोई उस पर ज़बरदस्ती करने वाला नहीं है”
– (सहीह अल बुखारी, 6339)
✦ Mafhum-e-Hadith: Narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu), Allah’s Messenger (ﷺ) said, “None of you should say: ‘O Allah, forgive me if You wish; O Allah, be merciful to me if You wish,’ but he should always appeal to Allah with determination, for nobody can force Allah to do something against His Will.”
– (Sahih al-Bukhari, 6339)
For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Recent Posts
Ramzan ki Fazilat: Part 3
808,683
Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge.
807,445
Tumhare RAB ne farmaya hai ki Mujhse Dua karo
807,638
Rehmat Ke Farihste Dakhil Nahi hote Jaha Ghunghroo Ya Ghanti ho …
807,214
♫ Qurbani ke kuch Aham Ahqam aur Masail
807,859
Kya Ek Muslim Dusre Muslim Ko Baddua De Sakta Hai by Adv. Faiz Syed ?
807,848
Islamic Quiz 35 : Insan Qayamat ke Roz kiske Saath Hoga ?
811,184
Islamic Quiz (22nd) ka Sahih Jawab
814
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye
807,490
Islamic Quiz 11: in me se Kounsi Cheez Iman ke Aitbar se Momino ko Kaamil Banaati hai ?
2,112
Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her Husband)
809,680
असत्त्या पासून दूर राहा
11
Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan ….
807,140
Hisab-e-Qayamat Me Aasani Ke 3 Asbab ….
807,365
Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua hai siwaye Allah ke Zikr ke
807,356
2
3
…
177
Next