♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai”
– (Shuabul Imaan, Part-5)
# Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna,
Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe Ya Na Dekhe Lekin
Hamara Rab Jarur Hamare Iss Amaal Se Bakhabar (Wakifkaar) Hai.
Aur Agar Koi Zahiri Amal Hum Logon Me Shohrat Ke Niyat Se Karte Hai Tou
Yeh Riya aur Khudpasandi Hai Aur Allah Kisi Khudpasand Aur Takabbur Karnewalo Ko Pasand Nahi Karta.
♥ Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Toufiq De !!! Ameen !!!
Recent Posts
Jo Shakhs Nikah karey aur Mehar dene ki Niyat na ho usney Zinaa kiya
जो शख्स अपनी पत्नी से मेहर का भुगतान नहीं करने के इरादे से शादी करता है वह जानी (व्यभिचारी) है।
807,631
Takabbur Se Apne Nafs Ki Pakeezgi Na Jataya Karo ! …..
807,481
Suraj aur Chaand Grahan pe kya kare ?
Suraj wa Chand Grahan ki Namaz (Namaz-e-Kasoof) ka Tareeka
809,837
Shabe Qadr ki Nishaniyan Aahadees ki roshni mein
808,521
7. ज़िल कदा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
220
Musalman Wo Hai Jis Ke Haath Aur Zubaan Se ….
808,137
नातेवाईकांशी चांगलं वर्तन करत राहा
6
Shab e Barat ka Manana kya Qurano Sunnat se sabit hai by Adv. Faiz
807,382
Tum me se koi shakhs iman wala na hoga jab tak Apne bhai ke liye wo na chahey jo apne Nafs ke liye chahta hai
807,386
Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho ….
807,223
Kisi Ka Saaman Bina Ijazat Ke Naa Lo …..
807,236
Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam
807,331
Hadith: RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne janwaron ko aapas me ladane se mana farmaya hai
807,400
Afwah ki Hakikat aur uske Nuksanat (Funny but Ilmi)
807,284
Tum Ko Kis Cheez Ne Jahannum Me Dala? ….
807,200
2
3
…
172
Next