♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi’Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabre Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya –
“Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai”,
Fir Hazarat Ibn-e-Abbas (RaziAllahu Anhu) Ne Pucha Ye Azaab Kyu Ho Raha Hai?
*Aap Ne Farmaya – “Ek Peshaab Ki Cheeto Se Nahi Bachta Tha, Aur Dusra Chugali Karta Tha”,
*Fir Farmaya Ki, “Khajoor Ki Shakh Lekar Aao”,
*Aap Hazarat Ibn-e-Abbas (RaziAllahu Anhu) Khajoor Ki Shakh Le Aaye,
*Aap Huzoor (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Uss Shak Ke 2 Tukde Kar Diye, Aur Dono Ki Qabron Par Rakh Diya, Aur Farmaya.
Jab Tak Ye Shakh Sukengi Nahi Tab Tak Azaab Me Takfif (Kami) Rahengi.
– (Bukhari Sharif Jild 1, Kitabul Wuzu, Bab Ul Azaab-e-Qabr, Hadees-169)
Recent Posts
Qayaam Se Rokne Wala Sabse Bada Zaalim …..
807,361
Museebat ya Pareshani ke Waqt Padhne ki Dua
मुसीबत या परेशानी के वक्त पढ़ने की दुआ | Du'a At Times of Stress and Sadness (heartache)
822,679
Qayamat ke qareeb koi Zakaat lene wala nazar nahi aayega
807,197
Apne Maa Baap ko ‘uff’ tak na kehna
809,022
Tahajjud Ki Niyyat Ka Sawaab ….
807,316
जानिए: क्या मुसलमान काबे की पूजा करते है ?
807,896
Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai …..
807,700
Islamic Quiz 15th ka Sahih Jawab
1,601
Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki mashguliyat unko waqt par namaz ki adayeegi se rok degi
807,738
Ghar Ki Islah Kaise Kare (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed
807,245
Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai
807,543
मुसलमानों के साइंसी कारनामे
Muslim Scientist ke Inventions aur Karname
808,494
Khana-e-Kaaba …..
807,503
♫ Qurbani ke kuch Aham Ahqam aur Masail
807,865
Momino me se Kamil tareen Momin woh hai
807,411
2
3
…
172
Next