♥ Mafhoom-e-Hadees:
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai –
Momin Dusre Momin ka Aaeena (Mirror) hai aur Momin Dusre Momin ka Bhai hai Jo Nuksaan ko Uss se Door karta hai aur Uski Gair-Moujudgi me uski Hifazat karta hai.”
– (Sunan Abu Dawud, Vol-3, Hadith.1486)
✦ Subhan’Allah ! Aayine ki Misaal bohot hi Hikamt bhari hai, aur wo ye hai ke: jab hum Aaeene ke samne jatey hai tou wo humara mazak nahi udata , balki humare Aibo ko humare samne pesh karta hai,
Aur sabse aham hikmat ye ke : Ek hi aayine ke samne Maa bhi apne Aibo ko dekhti hai, Baap bhi apni islah karta hai , Bhai aur Behne tamam uss ke samne apne Aibo ko lekar jatey hai lekin wo aayina Baap ke Aib Maa ko ya kisi aur ko nahi dikhata. yaani “humare pith piche humare Aib kisi aur ko nahi batata.”
♥ SubhanAllah ! Humare Ittehad ke liye kitni nayab misaal bayan ki hai Nabi-e-Kareem (Salallaho Alahi Wasallam) ne , fir hum isey nazarandaz Kyu karte hai sochne ki jarurat hai mere Azeezo !
♥ In’sha’Allah ul Azeez !
– Allah Rabbul Izzat Hum Tamam Ko Ek Aur Nek Banaye ..
– Mafadparasto Ke Fitno Se Humare Imaan Ki Salamti Ata Farmaye…
– Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhey…
– Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!
• ummat-e-nabi.com/home | • Fb.com/HadiseNabwi
Recent Posts
Hamesha Sach Bolo Aur Jhoot Se Bachte Raho …
807,510
8. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
406
Qawwali Sunna kya Jayez hai ? – by Adv. Faiz Syed
807,323
Chehre par Wazu ka Asar Roz-e-Mehshar
807,437
Sarogini Naidu views about Prophet Muhammad (PBUH)
11. NonMuslim views about Prophet Muhammad (peace be upon him)
599
Hiqayat (Part 35) » Seesh & Idrees (Alaihay Salam)
808,440
Lanat Aur Bad’dua Karne Se Bacho ….
807,634
Zulm Ke Badley Nek Amal Le Liya Jayega ….
807,371
Ilm-e-Hadees aur Hadees ki Kisme
Sahih hadees kya hai hasan hadith kya hai zaeef hadith kise kehte hai ?
5,280
Kaunsi Dawat Me Jaana Jayaz Nahi ? ….
807,274
Baccho Se Reham Dili Ka Izhar Kiya Karo ….
807,318
Emaandaar Aur Aabid ….
807,166
Sabse Bada Gunaah
807,828
Juma ki Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat
जुमा के दिन (जुमेरात और जुमा के दरमियानी रात) को सुरह कहफ़ पढने की फ़ज़ीलत
809,439
Aalim-e-Deen Jyada Bhaari Hai Shaitan Par ….
807,434
2
3
…
172
Next