Momin aur Badkaar ki Misaal

Momin aur Badkaar ki Misaal

Roman Urdu

۞ Hadees: Ka’ab (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

Momin ki Misaal paudhey (Plant) ki pehli nikli hui hari Shaakh jaisi hai ke jab bhi hawaa chalti hai usey jhukaa deti hai phir wo seedha ho kar Musibat bardasht karne me kamiyab ko jata hai aur Badkaar (hypocrite) ki Misaal Sanobar ke Darakht (pine tree) jaisi hai ke sakht hota hai aur seedha khada rehta hai, yahan tak ke Allah (Rabbul Izzat) jab chahta hai usey ukhaad kar phaink deta hai.❞

📕 Sahih Bukhari, Jild 7; 5644


हिंदी

۞ हदिस: काब (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के,
अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया –

मोमिन की मिसाल पौधे की पहली निकली हुई हरी शाख जैसी है के जब भी हवा चलती है उसे झुका देती है फिर वो सीधा हो कर मुसीबत बर्दाश्त करने में कामियाब हो जाता है। और बदकार (Hypocrite) की मिसाल सानोबार के दरख़्त (pine tree) जैसी है के वो सख्त होता है और सीधा खड़ा रहता है , यहाँ तक के अल्लाह जब चाहता है उसे उखाड़कर फेंक देता है।❞

📕 सहीह बुखारी 5644


English

۞ Hadith: Narrated Ka`b: The Prophet (ﷺ) said,

❝ The example of a believer is that of a fresh tender plant, which the wind bends lt sometimes and some other time it makes it straight. And the example of a hypocrite is that of a pine tree which keeps straight till once it is uprooted suddenly.❞

📕 Sahih Bukhari, Jild 7; 5644

Leave a Reply