♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Asma Bint yazeed Ansaria (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ke,
wo kehti hain ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) mere paas se guzrey,
aur mai apni saheliyon ke saath baithi thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne hamein salaam kiya aur farmaya:
“khush-haal logon ki tarah na-shukri karne se bacho…”
Maine kaha: “Aye Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! khush-haal logon ki na-shukri kya hoti hai ?..”
*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Mumkin hai ke tum mein se koi aurat lambi umar apne waldein ke paas be-shohar ki zindagi guzarti rahe.
Phir Allah Ta’ala tumhen khawind ata kare aur (uske zariye) Aulaad ki Neymat bhi de de. Lekin tum kisi din gusse mein aakar uski na-shukri kar baithe aur (khawind ko) ye kahe: ke maine to kabhi tum se koi khair wa bhalai dekhi hi nahi,..”
– (Silsila Ahadees-e-Sahiha 1940)
Recent Posts
जानिए: क्या मुसलमान काबे की पूजा करते है ?
807,893
Poshida Amal Afzal Hai
807,315
Ramzan ki Fazilat: Part 6
809,427
Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) ….
807,161
Apne Walidain aur Tamam Momeeno ke liye Maghfirat ki Qurani Dua
809,137
Nikah Nigaah aur Sharamgah ki hifazat karta hai aur Roza Sehwat ko kum karta hai [Hadith: Bukhari,Tirmizi]
808,416
जानीये: ५०० और १००० के नोट बगैर सुदी निज़ाम के कैसे बदले | (must watch)
807,264
Momino Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna ….
807,232
Kin Logo ki Gawaahi Jayaz Nahi ?
807,399
Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo ….
807,224
Islamic Quiz 56 ka Sahi Jawab
1,841
25. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
2,418
Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai ….
807,616
ईद का चाँद और हमारे हालात …
807,484
Jumma ke Din jab Imam Khutba de raha ho tou Ghutno ko Pait ke saath mila ker baithney se manaa fermaya
807,566
2
3
…
177
Next