3 Tarah ke log jinki Farz aur Nawafil ibadatien Qubul nahi Hongi

Roman Urdu

Hadees: 3 tarah ke log jinki Farz aur Nafeel ibadatein Qubul nahi Hongi

RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:

“Teen Aadmee aise hai jinke Farz aur Nawafil
Allah Subhanahu Qubul Nahi karega
‘(Maa Baap ka) Nafarman , Ehsan kar ke jatlane wala
aur Taqdeer ko jhutlane wala.’

📕 Silsila Ahadees-e-Sahiha 1032


हिंदी

हदीस : ३ तरह के लोग जिनके फ़र्ज़ और नफील इबादतें कबूल नहीं होंगी।

रसूलअल्लाह (सलअल्लाहु अलैही वसल्लम) ने फरमाया

“तीन आदमी ऐसे हैं जिनके फ़र्ज़ और नवाफिल
अल्लाह सुबहानहु कुबूल नहीं करेगा
(माँ बाप का) नाफ़रमान, एहसान जताने वाला
और तकदीर को झुठलाने वाला।'”

📕 अल सिलसिला अस सहीहा 1032


English

Hadith : Three type of people Allah Subhanahu will not accept the Obligatory

RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) said

“Allah Subhanahu will not accept the Obligatory
and Optional Worship of three people ,
They are those who disobeys (his parents) ,
who reminds people of what he has given them
and who do not have faith in destiny.

📕 Silsila Ahadees-e-Sahiha 1032

Leave a Reply