♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke –
“Jab Gair Mard Aur Aurat Tanhaai Me Kisi Jagah Ek Sath Hotey Hai
Tou Unmey Tisra Shaitaan Hota Hai..”
– (Tirmizi sharif Jild 1, Baab 794, Hadith no.1171, Safa 599)
∗ Jab Ek Gair Mard Aur Gair Aurat Ek Dusre Ko Dekhte Hain
Toh Dono Ki Aankhen Zinaa Karti Hain!
– (Kashful-Mahjoo B: 568)
∗ Jo Aurat Apne Aapko Namehram Mard Ki Nazar Se Bachayegi
Dozakh Ki Aag Usko Na Jalayegi.
– (Tanbiyatul Ghafileen)
∗ Mardo Ki Tarah Shakl-O-Surat Ikhtiyar Karney
Waali Aurte Jannat Me Nahi Jayegi.
– (Nisai Sharif)