Islamic Quiz 246 : Jo Nikah Karne ki Maali Taqat Nahi Rakhta Usko Kya Karna Chahiye?

Islamic Quiz 246

Jo Nikah Karne ki Maali Taqat Nahi Rakhta Usko Kya Karna Chahiye?

Options Are 👇

A. Hijrat Karna

B. Roza Rahkna

C. Ehtekaf Karna

D. Sahi Jawab Ka Intezaar

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Roza Rahkna Chahiye

Daleel :

Nabi e Kareem (ﷺ) ne humse farmaya ki:

“Naujawano ki jama’at! tum me jise bhi nikah karne ke liye mali takat ho use nikah kar lena chahiye kyunki yah nazar ko neechi rakhne wala aur sharmgaah ki hifazat karne wala amal hai aur jo koi nikah ki gurbat takat na rakhta ho use chahiye ki roza rakhe kyunki roza us ki khawaishaat nafsani ko tod dega.”

 📕 Sahi Bukhari, Hadees 5066

Install Islamic Quiz App