Islamic Quiz 210 : Kin Gunah ko RasoolAllah (ﷺ) ne Kabira Gunah kaha hai ?

Islamic Quiz 210

Inmein se kin kin Gunah ko RasoolAllah (ﷺ) ne Kabira Gunah kaha hai ?

Options Are 👇

A. Waldein ki nafarmani karna

B. Allah ke saath kisi ko Sharik karna

C. Kisi ki nahaq jaan lena

D. Saare Jawab Sahih

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( D )

✅ Saare Jawab Sahih

Daleel :

Hazrate Anas (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) se bade (Kabira ) Gunahon ke baare mein
pucha gaya to Aap (ﷺ) ne farmaya:

“ALLAH ke saath kisi ko Sharik karna,
Waaldein ki nafarmani karna,

Kisi ki (nahaq) jaan lena,
aur Jhooti gawahi dena.”

 📕 Sahih Bukhari, Vol 4,2653

Install Islamic Quiz App