Roo-e-Zameen par Insaaniyat Ki Rehnumaayee ke liye Nabiyo aur Rasoolo ko Silsilah
Aziz dosto iss tarhaa duniya me Aadam (Alaihay Salam) aur Bibi Hawwa ke aane ke baad unki Aulaade huyee aur Aulaado ki Aulaade hone lagi, aur Zameen par insaano ki tadaad badhne lagi, dhire dhire ye Zameen par failne lage aur Samaaj, Kunbaa aur Qabile aur Qaumo me bat gaye.
Jaisa ki Allah Ta’ala ne wadaa kiya tha ki Insaaniyat ki rehnumaayee ke liye apne Nabiyo aur Rasoolo ko bhejugaa. toh Allah Ta’ala ne har Qaum ke liye Nabi aur Rasool bheje, taaki insaan apne Rab ko pahechaane aur Shariyat ya Qanoon ke Hisaab se apni zindagi guzaare, jis se uski duniya aur aakhirat dono sanwar jaaye aur woh Haraam Halaal, Neki aur Gunaah ko samajh sakey.
Ek riwayat me hai ki Allah Ta’ala ne insaano ki rehnumaayee ke liye kamobesh 1,24,000 paigambar bheje. kamobesh se muraad, kum bhi ho sakte hai aur jiyaada bhi. ye paigambar duniya ke har hisse me jahaa bhi insaani Qaum thi bheje gaye.
25 Prophets Mentioned in the Qur’an :
Inme jo paigambar huwe aur jinka Ziqr Qur’an Shareef me Allah Ta’ala ne kiya hai, wo iss tarha hai.
1. Aadam (Alaihay Salam), 2. Sheesh (Alaihay Salam), 3. Nooh (Alaihay Salam), 4. Shoeb (Alaihay Salam), 5. Saleh (Alaihay Salam), 6. Idrees (Alaihay Salam), 7. Hood (Alaihay Salam), 8. Zakariya (Alaihay Salam), 9. Ibrahim (Alaihay Salam), 10. Dawood (Alaihay Salam), 11. Sulaiman (Alaihay Salam), 12. Zulkarnain (Alaihay Salam), 13. Ayyub (Alaihay Salam), 14. Yaqoob (Alaihay Salam), 15. Daaniyal (Alaihay Salam), 16. Moosaa (Alaihay Salam), 17. Haroon (Alaihay Salam), 18. Ismail (Alaihay Salam), 19. Ishaaq (Alaihay Salam), 20. Yunus (Alaihay Salam), 21. Yusuf (Alaihay Salam), 22. Yahyaa (Alaihay Salam), 23. Isaa (Alaihay Salam), 24. aur Aakhir me Humaare Pyaare Aaqa 25. Muhammed (Sallallahu Alaihay Wasallam).
Yahaa par har paigambar ka ziqr nahi kar sakte kyonki uske liye kaafi waqt ki darkaar hai aur post bhi bahut jiyaada lambi ho jayegi. isiliye ham yahaa par kuch hi paigambar ka ziqr kar rahe hai. aadam (alaihay salam) ke baare me aap jaan hi chuke ho. ab hazrat nooh (alaihay salam) ka ziqr karenge agli post me.
Reference: (Qasas-Ul-Ambiya Roman Urdu Script Hiqayat by Mohammed Rafique)
To be Continued …
Agle Part Hiqayat (Part 5) Nooh (Alaihay Salam) ka tazikira Karenge.. JazakAllah Khair..
Recent Posts
Bimari Momeen ko Gunaaho se paak kar deta hai
808,378
हवा में उड़ान भरनेवाला दुनिया का सबसे पहला इन्सान (अब्बास इब्न फिरनास)
Abbas ibn Firnas – Father of Aviation
807,801
Agar Rizq Aqal-O-Danish Se Milta ….
807,258
Street Dawah with Auto Riskhwas by Brother Nawaz
माशाअल्लाह! ऑटो रिक्शा के जरऐ नवाज़ भाई करते है दावते इस्लाम
807,110
Apne Bhai Ko Uskey Gunaaho Par Sharminda Na Karey …
807,986
Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho ….
807,305
Allah hi Tumhara Parwardigar hai Uske Siwa Koi Mabood nahi
अल्लाह ही तुम्हारा परवरदिगार है उसके सिवा कोई माबूद नहीं
808,048
Aazmayish Par Sabr Karne Ka Silaah ….
808,311
Sadagi Emaan Ka Hissa Hai
807,547
Insan ke Marne ke baad uske sath kya hota hai ?
117
Islamic Quiz 7th ka Sahih Jawab
745
Nazar Dil Me Sehwat Ka Beej Boti Hai …..
807,207
Rasool’Allah Ka Momeeno Par Ziyada Haq Hai ….
807,424
Farishton Aur Jinno Ko Hukm Ke Aadam Ko Sajda ….
807,361
Shaitan aadmi ke andar khoon ki tarha gardish karta rehta hai
ऐसी औरतो के पास ना जाओ जिनके मेहरम (शोहर) उनके साथ ना हो, क्यूंकि...
808,005
2
3
…
172
Next