Ghussa na kiya karo | क्रोध से बचो और उग्र मत बनो

✦ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Ek shaks ne Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se arz kiya ki “Mujhe Aap koyi naseehat farma dijiye !” tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Gussa na kiya kar” Usne kayi baar yehi sawal kiya aur Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne yehi farmaya ki “Gussa na kiya kar.”

Ghussa aur Iska Ilaaj Aahadees ki Roshni me


✦ हदीस: अबू हुरैरा (R.A) से वर्णित है के : एक आदमी ने पैगंबर (ﷺ) से कहा, “मुझे सलाह दीजिये!” पैगंबर (ﷺ) ने कहा, “गुस्सा करने से बचो और उग्र मत बनो।” आदमी ने (वही) बार-बार पूछा, और पैगंबर (ﷺ) ने प्रत्येक मामले में कहा, “क्रोध से बचो और उग्र मत बनो।”


✦ Hadith: Narrated Abu Huraira (R.A) : A man said to the Prophet (ﷺ) , “Advise me! “The Prophet (ﷺ) said, “Do not become angry and furious.” The man asked (the same) again and again, and the Prophet (ﷺ) said in each case, “Do not become angry and furious.”

Cures for Anger from the Sunnah

Leave a Reply