✦ Roman Urdu
♥ Mafhoom-e-Hadees: Sayyedina Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) se Riyawat Hai ke, Ek Shakhs Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ke Paas Baitha Hua Tha Ke Uska Ek Chhota Beta Aagaya, Usne Usey Pakda, Chuma Aur Apne Godh me Bitha Liya, Kuch Der Baad Uski Chhoti Beti Aayi, Usne Usay Pakda (aur Baghayr Chume ) Ek Taraf Bitha Diya,
Ye Dekhkar Aap (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya : “Tumne Un Dono Ke Darmiyan Adal Nahi Kiya.”
– Silsilatus Sahiha : 6/897 (Alabani : Sahih) ;
– Shoebul Iman Lil-Baihaqui : 6/410
✦ हिंदी
♥ मह्फूम-ऐ-हदीस: सयेदिना अनस बिन मालिक (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है , एक शख्स नबी-ऐ-करीम (ﷺ) के पास बैठा हुआ था के उसका एक छोटा बीटा आ गया, उसने उसे पकड़ा, चूमा और अपने गोद में बिठा लिया, कुछ देर बाद उसकी छोटी बेटी आई , उसने उसे पकड़ा और बगैर चूमे एक तरफ बिठा दिया,
ये देखकर आप सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया: “तुमने उन दोनों के दरमियान अदल नहीं किया”
– सिलसिला तू सहिहा : 6/897 (अलबानी: सहीह) ;
– शोएबुल इमांन लील बैहाकी : 6/410
For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Recent Posts
Bukhari Shareef 1000 Hadees in Hindi
10,178
Kyu Deen Me Masumiyat Ikhtiyar Ki Humne ?
807,259
Jannat Ki Kunji Namaaz Hai
807,849
D.G. Hogarth views about Prophet Muhammad (PBUH)
8. NonMuslim views about Prophet Muhammad (peace be upon him)
318
Qabr Kya Kehti Hai ? ….
807,284
Namazi ke Aage se Guzarne ka Gunah
809,167
Baccho Se Reham Dili Ka Izhar Kiya Karo ….
807,335
07th Ramzan | Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (ﷺ) ke sath Hajj karne ke barabar hai. [Hadees: Sahih Bukhari 1863]
808,556
Muslim Beheno ke Bigadney ke Paanch Aham Wajuhaat by Sis. Bushra Begum
807,266
Jo Shakhs Isha Ki Namaz Jamaat Ke Saath ….
807,315
Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki karnewalo se Muhabbat karta hai
807,836
Magfirat ki Dua – Aye Allah! Beshaq Gunahaon ko tere siwa koyi muaf karnewala nahi hai
808,017
Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe ?
807,412
Qayamat Ke Din RasoolAllah Ki Shafa’at Ka Haqdaar ….
807,365
Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga …
807,228
2
3
…
174
Next
Install App