✦ Mafhum-e-Hadees:
Anas-bin-Malik (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke:
Allah Subhanahu Wa’tala farmata hain:
“Aye Aadam ke Bete! Jab tak tu mujhe pukarta rahega aur mujh hi se Ummiden wabasta rakhega Main tujhe Muaf karta rahunga chahe tere Aamal jaise bhi hon. aur Main (tujhe bakhshte hue) parwah tak naa karunga.
Aye Aadam ke Bete! Agar tere Gunaah aasman ki bulandiyon tak bhi pahoch jayen aur tu Mujh se Muafi mange tou Main tujhe muaf kar dunga aur parwah tak naa karunga.
Aye Aadam ke Bete! Agar tu itne Gunah kar ke aaye ke Roo-e-Zameen bhi bhar jaye tou Main bhi Zameen bhar Magfirat ke sath tujh se Milunga (yaani bharpoor magfirat kar dunga) bashartey ke tuney Shirk naa kiya ho.”
♥ In sha Allah-Ul-Azeez !!!
– Allah Rabbul Izzat Hume Tamam kism ke Khuley Aur Chipey Shirk Se Bachaye,.
– Humey Kitabo Sunnat ka Muttabey Banaye,..
– Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan Par Zinda Rakhey ,..
– Khatma Humara Imaan Par Ho ,..
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen,
Ameen ! Allahumma Ameen …
✦ Mafhum-e-Hadith:
Anas bin Malik narrated that the Messenger of Allah (ﷺ) said:
“Allah, Blessed is He and Most High, said: ‘O son of Adam! Verily as long as you called upon Me and hoped in Me, I forgave you, despite whatever may have occurred from you, and I did not mind. O son of Adam! Were your sins to reach the clouds of the sky, then you sought forgiveness from Me, I would forgive you, and I would not mind. So son of Adam! If you came to me with sins nearly as great as the earth, and then you met Me not associating anything with Me, I would come to you with forgiveness nearly as great as it.’”
Recent Posts
Quran ki Ahmiyat by Taqwa Islamic student Sara Kamil
807,348
Islamic Quiz 16th ka Sahih Jawab
1,124
♫ Kya Fateha padhna Sunnat se saabit hai ?
808,563
Fazar ki 2 rakat ki fazilat
7,134
Islamic Quiz: 53 | Mahr agar Shohar ada na kare tou wo Kounse Gunaah ka Murtakib hoga ?
810,562
Islamic Quiz 45 : Aasman ki Bulandiyo se girne wale ki Misaal Quraan me kiske baare se bayan ki gayi hai ?
809,389
Sadqa Dene Walo Ka Silah Rab Ke Paas Hai
807,391
Aulaad ki Tarbiyat – Part 6
807,827
Hadees: Jis Shakhs se kisi muamle me mashwara kiya jaaye wo usme Ameen hai
807,517
Join Ummate Nabi team as “Content Writer in हिंदी”
812,764
Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi ….
807,273
Mohabbat-e-Rasool Ke Dawedaar
807,364
Dua: Mai Razi hu ke Allah Mera Rab Hai
Radhitu billahi Rabba Wa bil Islami Deena wa bi Muhammadin Nabiyyan
807,982
21th Ramzan | Shab-e-Qadr ko Ramzan ke Aakhri Ashra ki Taaq Raato me talaash karo. [Hadees: Sahih Bukhari, 2017]
808,549
बेटे के कातिल को मुआफ कर अब्दुल मोमिन ने दुनिया भर को दिया इस्लाम का असल पैगाम
Muslim Father Forgives Man Involved in His Son 's Killing.
807,290
2
3
…
174
Next
Install App