Apne Musalman Bhai Se 3 Din Se Zyada Naraz Na Rahey ,…

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alalhi Wasallam) Ne Farmaya,
“Kisi Musalman Ke Liye Ye Jayez Nahi Ki Apne Bhai Se 3 Din Se Zyada (Baat Chit Karna) Chhor De (Narazgi Ki Wazah Se), Jisne 3 Din Se Zyada (Baat Chit Karna) Chhorh Diya Aur (Isi Halat Me) Marr Gaya Tou Wo Dozakh Me Dakhil Hoga.”
– (Sunan Abu Dawud, Jild 3, Hadith no.1483)

BhaiHadees in HindiHadees of the dayRamzanRishtaSahih Bukhari and MuslimSahih Bukhari and Sahih MuslimSahih Muslim BukhariSahih Muslim HadeesShabaanSunnate Rasool Hadees HindiSunni MuslimTalluk
Comments (1)
Add Comment
  • SAMEERA TAMANKAR

    NICE


Related Post