Allah hu Alam meaning in Roman Urdu & Hindi

Allah hu Alam meaning

Allah hi ko Behtar ilm hai

(Allah Knows Best)


Allah hu Alam Hadees ki Roshni me

۞ Hadees: Masruq (R.A) se riwayat hai
Hum Abdullah bin Masud (R.A) ki khidmat me
hazir huye unhone farmaya:

“Aye logo Jis Shakhs ko Kisi Cheez ka ilm ho toh wo bayan karey,
agar Ilm na ho toh kahe Allah hi ko Zyada ilm hai (Allah hu Alam).
kyu ke ye bhi ilm hi hai.
Jo Cheez na jante ho Uske mutaliq keh de ke
Allah hi zyada janne wala hai.

📕 Sahih Bukhari # 4809


अल्लाहु आलम हदीस की रौशनी में

۞ हदिस: मसरुक (र.अ) से रिवायत है हम अब्दुल्लाह बिन मसूद (र.अ) की खिदमत में हाजिर हुए उन्होंने फ़रमाया:

ऐ लोगों जिस शख्स को किसी चीज़ का इल्म हो तो वोह बयां करे, अगर  इल्म ना हो तो कहे अल्लाह ही को ज्यादा इल्म है (अल्लाहु आलम). क्यूंकि ये भी इल्म ही है। जो चीज़ जानते हो उसके मुतालिक  केह दे के अल्लाह ही ज्यादा जानने वाला है।

📕 सहीह बुखारी # ४८०९

Leave a Reply