Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr …..

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr
Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga..”

(Tirmizi Jild_2 Page-229)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai –
“Qayamat Ke Din Burey Tajiron Ka Hashr Nafarmano Ke Sath Hoga,
Magar Jo Tajir Allah Ta’ala Se Dartey Hue Haraam Se Bachey, Jhooti Qasam Na Khaye
Aur Sach Boley Tou Uska Hisab-o-Kitab Ambiyaon Ke Saath Hoga..”

(Tirmizi Jild-1 Page-230)

Ahadees in HindiAll Hadees in Hindi ImagesBeautiful Hadees in HindiBest Hadees in HindiBest Hadees in UrduBest Islamic Hadees in Hindi LanguageBest Islamic Quotes in HindiDaily HadeesFree Islamic Hadees SmsHadees e Nabvi in HindiHadees e Paak in HindiHadees e Rasool in HindiHadees in English of Prophet MuhammadHadees in HindiHadees in Hindi ImagesHadees ki baatein in hindiHadees Mubarak in Urdu SMSHadees Nabvi in HindiHadees of the dayHadees of the Day in HindiHadees Pak in HindiHadees QuotesHadees Quotes in HindiHadees Sharif in HindiHadeesh in HindiHaraamHashrIslamic Hadees Images in HindiIslamic Hadees QuotesJhootOnline Hadees in HindiPyare Nabi ki Pyari BaateinQasamQayamatShort Hadees - Islamic Short Messages in Roman Urdu, हिंदी and EnglishTajirTijarat