Ramadan Day 10 | Iftar Ke Waqt Rozedar Ki Dua Radd Nahi Hoti
Ramadan Day 10 ✦ Hadees: Abdullah Bin Amr Bin Aas (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya -“Iftar ke waqt Rozedar ki Dua Radd nahi hoti.” [Sunan Ibn Majah, 1753-Hasan]
9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]
Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya ” Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi .” [Sunan ibn e Maja, 1746]
07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863
06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800
04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
Hyderabad se aapki Ek Deeni Behan hai jiske Shohar ne usey Talaq dekar chorr diya hai, bechari apne 2 nanhe baccho ke saath dar dar ki thokre khane par majbur hai
3rd Ramadan Quotes: ۞ Hadees: “Islaam ke sutoon paanch (5) hai.” (1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye, (2). Namaaz parhna, (3). Zakaat dena, (4). Baitullah ka Hajj karna aur (5). Ramzan ke Roze rakhna…
02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.” Sunan Ibn Majah, 641-Sahih
Sehri (Roza Rakhne) ki Niyat ki Galat Dua se bachiye. kyunki is dua ka matlab hota hai ke “Mai Roza rakhne ki Niyat karta hu Kal ka.” jabki hum aajke Roze ke liye kar rahe hote hai.
Bacche aur Musafir ke Roze ke Masail | 23. Kya bachchon par Roze Farz hai?, 24. Kya Haiz ki halat mein Aurat Roze rakh sakti hai?, 25. Musafir ke liye Roze rakhna behtar hai ya na rakhna?
Roza Iftar ki Dua : Iftar Bismillah keh kar shuru kare, aur Iftari ke baad ye Dua padhe ❝ Zahabaz-zama’u wabtallatil uruqu wa sabatal-ajru in-sha-Allah ❞Pyaas khatm hui, rage tarr ho gayi aur…
18. Sujood e Tilawat mein kya padhe?, 19. Witr ki Namaaz ka tareeqa kya hai?, 20. Qunoot e witr Rukoo se qabl hai ya baad mein?, 21. Kya witr ke baad Namaaz padhna jayez hai?, 22. Kya Taraweeh ke baad mazeed Qiyam ul-layl ki gunzaish hai?
01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
ए लोगो!” तुम पर एक अज़ीम और मुबारक महीना साया फगन होने वाला है, ऐसा महीना जिसमें एक ऐसी रात (शबे कदर) है जो 1000 महीनों से बढ़कर ….
Ummat-e-Nabi.com Blog ki Jaanib se aap tamam Hazraat ko “Maahe Ramazan” ki beshumar Neymatein Mubarak ho.
हम मुसलमानों ने कुरआन की तरह रमज़ान को भी सिर्फ सवाब की चीज़ बना कर रख छोड़ा है, हम रमज़ान के महीने से सवाब के अलावा कुछ हासिल नहीं करना चाहते इसी लिए हमारी ज़िन्दगी हर रमज़ान के बाद फ़ौरन फिर उसी पटरी पर आ जाती है जिस पर वो रमज़ान से पहले चल रही थी
14. Kya ba Jamaat Qiyam e Ramazan Bidaat hai?, 15. Kya teen raaton se jyadah Taraweeh Bidaat hai?, 16. Kya Auratein aapas mein ba jamaat Taraweeh padh sakti hai?, 17. Kya Qur’an teen (3) din se kum mein khatam karna achha hai?
10. Roze ki Niyat kab kare?, 11. Taraweeh ki Rakaat kitni hai?, 12. Hazrat Umar (R.A) ne Taraweeh ki kitni Rakaat ka hukum diya?, 13. Kya Allah ke Nabi (ﷺ) ne ek raat mein Taraweeh aur Tahajjud alag alag padhi hain ?