♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke –
“Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune,
Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye..”
– (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366)
Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai –
♥ Mafhoom-e-Hadees: “Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare
Jo Hadees Sunkar Aage Pahunchaye..”
– (Ibne Maja)
*Note: Bashartey Ke Aahadees Sahi Daleel Se Sabit ho
aur Manghadat Wa mouju Riwayte na ho ,..
♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!!
Allah Taala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal ki Taufiq Dey ,.