♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Beshaq Allah Ta’ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta
Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai
Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai”.
– [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
Home / Quran ki Nasihat / Allah Ta’ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta ….
Related Posts:
- Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega ⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya hoTou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke Aane se pahle Muaf karwa le!Jis Din na Deenar honge…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Ramzan me Umrah ka Sawaab Hajj ke barabar ✦ Mafhum-e-Hadith: Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ramzan ke Mahine me Umrah karna Hajj ke barabar hai." - Sunan Nasaii, Vol2, 21 - Sahih Subhan’Allah ! Gour karne wali baat hai ke Ramzan ka Umraah Hajj ke barabar sawab deta hai. Lekin…
- Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai.." - (Al-Quraan: Surah Al-Ma'ida, A:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Allah Uspar Raham Nahi Karta -…
- Allah Ke Napasandidah Log Quran Ki Roushni Me .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Allah Ta'ala Ziyadati Karne Walon Ko Pasand Nahi Farmata. - (Surah:Al-Baqarah, Aayat No:190) » Aur Allah Ta'ala Zaalimo Se Mohabbat Nahi Karta. - (Surah:Al-Imran, Aayat No:57) » Allah Ta'ala Takabbur (Ghamand Se Itrana) Karne Walon Aur Shaikhi Khoron (Badhai Karne) Ko Pasand Nahi Farmata.…
- Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
- Allah Ke Siwa Koi Mabood Nahi .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Mabood Nahi Hai Wo Posheeda Aur Zaahir Ka Jaan'ne Waala Hai, Woh Bada Meharbaan Aur Nihaayat Reham Waala Hai. Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Ibaadat Ke Laayeq Nahi, Woh Haqeeqi Baadshah Hai, Paak Hai, Salaamati Deta Hai, Aman…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
- Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta.." - (Tirmizi Sharif)
- Kalma e Shahadat ki Fazilat aur uski Ahmiyat ✦ Mafhum-e-Hadees: Abdullah bin amr bin aas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki, Qayamat ke din Allah Subhanahu Ta'ala meri Ummat me se ek shakhs ko juda karega aur uske Gunaho ke 99 daftar khole jayenge, har daftar itna bada hoga jaha tak…
- Allah Apne Bando Me Kinhe Pasand Karta Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Allah Sabr Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Imran, 146) » Beshak Allah Ta'ala Insaf Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Mumtahina, 8) » Beshak Allah Ta'ala Unn Se Mohbbat Karta Hai Jo Uss Per "Tawakkala" Karte Hain. - (Al-Imran, 159)…
- Ramzan ki Fazilat: Part 4 4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne ek Ansari Sahabiya se farmaya “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai.” [ Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih ] Subhan’Allah! Gour karne…
- Iman Walo Ko Zulm Ka Khauf Na Hoga .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: "Aur Hamne(Kuch Jinn Ne) Hidayat (Ki Kitab) Suni Tou Unn Par Imaan Laaye Tou Jo Shakhs Apne Parwardigar Par Imaan Layega Tou Usko Na Nuqsan Ka Khauf Hai Aur Na Zulm Ka". - (Surah Jinn: Ayat-13) ♥ Al-Quran: "Aur Allah Ki Rehmat Se Na-Umeed Mat…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Allah Tumhe Kinse Dosti-Dushmani Rakhne Ko Kehta Hai ? ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Tumse Tumhare Deen Ke Baare Me Nahi Lade-Bhide Aur Na Tumhe Gharo Se Nikaale Unn Logon Ke Sath Ehsan Karne Aur Unke Sath Insaaf Se Pesh Aane Se Allah Tumhe Manaa Nahi Karta, Beshaq Allah Insaaf Karne Walo Ko Azeez Rakhta Hai. Allah…
- Badzubani Zulm Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Badzubani Zulm Hai Aur Zulm Jahannam Me Hai. Hayaa Imaan Hai Aur Imaan Jannat Me Hai". - (Ahmad, Tirmizi Sharif) *Aaj Hume Gour Karna Chahiye ke - Kya Humari Zubanye Iss Zulm Se…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Mai Allah ki paaki bayan karta hu uski makhluqat ki tadad ke… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Juwairiyah (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) subah ko unke pass se nikle , wo apni Namaz ki jagah me subah ki Namaz Ada kar rahi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) wapas chasht ke waqt laute to dekha ki wo wahi baithee…
- Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Panah Maango Mohtaaji Se Aur Kami Aur Zillat Se Aur Zulm Karne Se Aur (Apne Upar) Zulm Kiye Jane Se." - Sunan Ibn Majah , Hadith no. 3842 ♥ In'sha'Allah ul Azeez…
- Shirk se Jo bacch gaya uske liye Aman aur Salamati hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Jo Log imaan laye aur apne imaan ko Zulm se mahfuz kiya unke liye Aman hai aur wahi hidayat paney wale log hain." 📕 Quran: Surah Al-An’am 6:82 Tafseer: Iss aayat ke Sabab Hazrate Abdullah bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) ne farmaya ke: 'Jab yeh Aayat [Surah Al-An'am…
- Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna Hai .... Aaj ki Aayat | Verse of the day Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ "Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta Magar Log Khud Apne Upar Zulm Kiya Karte Hai". 📕 Al-Quran; Surah Yunus 10:44 » Beshaq Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna…
- Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya "Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega Uske Pait Ki Aantein (Intestine) Bahar Nikal Aayegi, Wo Unko Liye Huye Gadhey Ki Tarah Jo Chakki Peesta Hai Chakkar…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…