♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki,
Allah Ta’aala Tumhare Jaahiri Amaal Ko Nahi Dekhta, Wo Tumse Taqwa Aur Ikhlas Chahta Hain,
Usney Apni Kitaab(Qalaam) Me Saaf-Saaf Farma Diya Hai Ki
“Mujh Tak Tumahra Qurbani Ka Gosht Aur Khoon Nahi Pahuchta ! Balki Tumahra Taqwa Pahuchta Hain!”
– (Sirat-A-Gaus-A-Alal-Aazam – @[156344474474186:])
Home / Buzurgan-e-Deen / Allah Ta’aala Humse Taqwa Aur Ikhlas Chahta Hai
Related Posts:
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Jo Shakhs Allah Ta'ala Ki Nafarmani Karke .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jo Shakhs Allah Ta'ala Ki Nafarmani Karke Apna Maqsad Haasil Karna Chahta Hai, Uske Husool-e-Maqsad Ka Rasta Band Ho Jata Hai". - Hazrate Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Eid-Ul-Fitr Mubarak ♥ Asssalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu !! ummat-e-nabi.com/home Team Ki Janib Se Aap sabhi Hazrat ko Eid-Ul-Fitr Mubarak Ho.. *Allah Rabbul Izzat Iss Mubarak Din Ke Sadqe Hum Tamam Ki Magfirat Ata Farmaye, *Hume Apne Ibadato Ko Riyaakari Ke Fitno Se Paak Rakhne Ki Toufiq Ata Farmaye, *Hum Tamam…
- Taqwa Waalon Ke Liye Allah Ke Paas Jannate Hai .... *Hazrate Abi Bin Kaab Se Hazrate Umar Bin Khat'taab (RaziAllahu Anhu) Ne Puchha Ke - 'Taqwa Kya Hai ?' Umar Bin Khat'taab (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha - 'Kabhi Kaantodaar Raaste Me Chale Ho? Jaise Wahan Kapdo Ko Aur Jism Ko Bachate Ho Aise Hi Gunaahon Se Baal-Baal Bachne Ka Naam…
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Roze ka asal Maqsad Taqwa / Parhezgari hai Allah Rabbul Izzat ne Surah Baqraah ki Aayat 183 me farmaya aur kaha: "Aye Emaan walo tum par Roze farz kiye gaye, Jaise tumse pichli Ummato par farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.” [Surah Baqrah 2:183] Tou Taqwa Roze ka maksad hai, Taqwa Ramzan ka asal maksad hai, Taqwa…
- Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota ♥ Qaul-e-Mubarak: Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota, Naakam Tou Wo Hota Hai Jis Ki Ummidain Duniya Se Wabasta Ho." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Koi Bhi Kisi Muslman Ko Haqeer Khayal Na Kare .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Me Se Koi Bhi Dusre Musalman Ko Haqeer Khayal Na Kare Iss Liye Ke Allah Ke Yahan Chote Musalman Ka Rutba Bhi Badaa Hai" - Hazrate Abu Bakar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Gunaah Imaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Gunaah Emaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta Hai, Allah Ka Zikr Aur Nekiya Uss Me Shifa Deti Hai,.."
- Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "(Aye Emaanwalo!) Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat. Jo Qoum Allah Ki Raah Me Jihaad Karna Chorh Deti Hai Aur Jis Qoum Me Be-Hayaee Phail Jati Hai Uss Par Allah Ka Azaab Nazill Hota Hai". - Hazrate Abu Bakar Siddhiq (RaziAllahu Anhu)
- Log Bimaari Ke Khauf Se Khana Tou Chorr Detey Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Log Bimaari Ke Khauf Se Khana Tou Chor Detey hai, Magar Allah Ke Khauf Se Gunaah Karna Nahi Chorte." - Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) *Allah Reham Kare. ! Allah Hume Gunaho se Sacchi Pakki Taubah ki Taufik dey ... Ameen Summa Ameen !
- Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai ke - "Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai Aur Nekiyon Se Umar Me Izafa Hota Hai, Beshaq Banda Gunaah Ki Wajah Se Uss Rizq Se Bhi Mehroom Kar Diya Jata Hai Jo Usey Pohanchna Hota Hai.." - (Kitab-Ul-Dua J2,…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-2 ♥ Ba'Qoul Qurane Majid: "Iqra' Bi'asmi Rabbika Al-Ladhi Khalaqa." - Bus Fir Musalmano Ki Aaneywali Naslo Ne Apne Rabb Ka Naam Lekar Aisa Ilm Haasil Kiya Jo Rehti Duniya Tak Logon Ke Liye Faydemand Sabit Hua. Fir Chahey Wo Shariyat Ka Ilm Ho Ya Fir Duniyawi Ilm, (Religious Knowledge or…
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Logo Ke Khouf Se Haq Baat Kehne Se Na Ruko ♥ Qaul-e-Mubarak: Logo Ke Khouf Se Haq Baat Kehne Se Na Ruko! Kyun Ki Na To Koi(Allah Ke Siway) Mout Ko Qareeb Kar Sakta Hai Aur Na Koi Rizq Ko Door Kar Sakta Hai,.. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)