Allah Ne Darguzar Ki Meri Ummat Se Un Khayalon Par ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:
“Allah Ne Dar-Guzar Ki Meri Ummat Se Un Khayalon Par Gunaah Ki, Jo Dil Me Aatey Hai Jab Tak UnKo Zubaan Se Na Nikale Ya In Par Amal Na Karey..”
(Sahih Muslim: Jild-1, Page-222′ 223, Hadees no.331)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: