♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
koi din aisa nahi jata ke jab bandey subah ko uthte hai tou 2 farishtey aasmaan se na utarte ho, ek Farishta yeh kehta hai ke Aye Allah! (Khairat/Zakaat/Sadaqat) kharch karne wale ko is ka badla de, aur dusra farishta kehta hai, Aye Allah! Kanjush (Baqeel) ke maal ko barbaad karde,..”
– (Bukhari Shareef, Hadith No. 1442)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Allah ki Raah me Kharch karnewalo ke liye Farishton ki Dua
Related Posts:
- Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri ... Hadees of the Day Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri Hazrte Abu Huraira (R.A) se Mairvi hai ki,Rasool'Allah (ﷺ) ka farman hai - “Allah Ta'ala ke kuch Sayyah (Yaani Sair Karne Wale) Farishte hai, Jab Woh Mehafil-e-Zikr (Allah ka Zikr/Ibadat karne walo) ke Paas se Gujarte hai touEk Dusre…
- Baitullah Ka Hajj Sahib-e-Istehaat Musalman Per Farz Hain… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Raah Ke Kharch Aur Baitullah Sharif Tak Pahucha Dene Wali Sawaari Ka Kharch Ka Maalik Ho Aur Fir Usney Hajj Nahi Kiya Tou Uske Yahudi Ya Nasrani Ho Ker Marne Me Koi…
- Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal Aaj ki Aayat | Verse of the Day Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Unki Misaal Jo Apne Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai Uss Dane ki tarah hai Jisko 7 Baali nikley Aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou Daane nikle Aur…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai." - (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
- Zakaat ka Bayan: Quran ki Roshni mein Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Rasool'Allah!) Aap farmao, Beshaq! Mera Rab Rizq Wasi’a farmata hai Apne Bando me Jiske liye Chahe aur Tangi farmata hai Jiske liye Chahe aur Jo Cheez Tum Allah ki Raah me Kharch karo Uske Badley aur Dega aur Woh Sabse Behtar Rizq dene wala hai." [ Quran;…
- Hasad Sirf Do Baaton Me Jayaz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Hasad Sirf Do Baato Me Jayaz Hai,.." ∗(1). (Ek) Tou Uss Shakhs Ke Baare Me JiseY Allah Ta'ala Ne Doulat Di Ho Aur Wo Uss Doulat Ko Raah-e-Haq Me Kharch Kare,... Aur,…
- Allah ki Raah me Kharch Karne ki Fazilat Hadees of the Day ✦ Allah ki Raah me Kharch Karne se Maal kum nahi hota Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Allah Subhanahu Ta'ala farmata hai "Aye Aadam ke Betey! Kharch kar ki Mai bhi Tujh par kharch Karunga" aur Rasool'Aallah (ﷺ) ne farmaya "Allah ka Haath (Dast-e-Qudrat) bharaa hua…
- Farishton Ki Duniya - World of The Noble Angels by Adv. Faiz… Farishton Ki Duniya Kaisi hoti hai, Unke Martbe aur faraiz kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
- Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool’Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne Irshad farmaya: “Allah Ta’ala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta” – (Al Adab al Mufrad, 310) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: जाबिर बिन अब्दुल्लाह (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने इरशाद…
- Jo Mushkil Waqt me bhi Allah Ki Raah me Kharch Karte Aaj ki Aayat | Verse of the Day Jo Mushkil Waqt me bhi Allah ki Raah me Kharch Karte ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jo Mushkil Waqt me bhi Allah ki Raah me Kharch karte aur Apne Gusse ko roktey hai, Allah Ta'ala Unsey Mohabbat rakhta hai." 📕 Surah: Al-Imran; 3:134
- Farishton Aur Jinno Ko Hukm Ke Aadam Ko Sajda .... ♥ Al-Quraan: Surah-e-Al Kahf :: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Humne Farishton Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajda Karo Tou Sab Ne Sajda Kiya Magar Iblees Ne Na Kia. Wo Jinn Me Se Tha Tou Apne Parwardigar Ke Hukm Se Bahar Ho Gaya. Kya Tum Uss Ko Aur Uss Ki…
- Puraa Badla De Diya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sa'ad Bin Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Bayan Farmate Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ki Raza (Allah Ko Raazi Karne) Ke Liye Jo Bhi Tumne Kharch Kiya Uska Tumhe Allah Se Pura Pura Badla De Diya Jayega, Yaha Tak Ki Agar Tumne…
- Jannati Koun ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! Hum Emaan Laa Chuke Iss Liye Hamare Gunaah Muaf Farma Aur Hume Aag Ke Azaab Se Bacha. Jo Sabr Karne Wale Aur Sach Bolne Waale Aur Farmabardari Karne Waale Aur Allah Ki Raah Me Kharch…
- Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke, "Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai, Allah Uske Liye Jannat Ka Rasta Aasaan Farma Deta Hai". - (Ibne Maja, Jild: 1, Page: 145) # Sabaq: Lihaja Jo Haq Hidayat Wa Sirate Mustaqim Ki Raah Ka Talabgar Hota…
- Behtareen Baate .... Behtareen Neki : Pareshan Logon Ki Madad Karna. Behtareen Sarmaya : Jo Aakhirat Ke Liye Tayaar Kiya Gaya Ho. Behtareen Amal : Jis Me ReyaKari (Dikhlawa) Na Ho. Behtareen Jihaad : Apne Nafs Per Qabu Rakhna. Behtareen Dost : Jo Neki Ki Taraf Ragib(Daawat) Kare. Behtareen Maal : Jo Allah…
- 16 Aug | Hadees: Tum doosron par kharch karte raho, Allah… [bs-heading title="Roman Urdu" show_title="1" title_link="#RomanUrdu" heading_color="#ef4e56" heading_style="t6-s9" heading_tag="h4" custom-css-class="_h_lang"][/bs-heading] ۞ Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke "Allah Taala ne farmaaya: Aye logo! tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta rahunga." 📕 Bukhari; 5352 [bs-heading title="हिंदी" show_title="1" title_link="#Hindi" heading_color="#eea534" heading_style="t6-s9"…
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Gharwalo par Kharch Karna bhi Sadqa Karne ke barabar Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Mas'ud Al-Ansari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Jab Musalman Apney Gharwalon par Allah ka Hukm Ada Karney ki Niyat se Kharch Karey tou Usmein bhi Usey Sadqey ka Sawaab Milta Hai." - (Sahih Bukhari, 5351) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू मसूद अल अंसारी…
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
- Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain", ∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya, ∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur ∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya…
- Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me Rehne Wale Log ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain: "Qayamat Ke Din Teen(3) Shakhs Arsh-e-Ilaahi Ke Saaye Me Honge, Jis Din Ke Uss Ke Saaye Ke Siwa Koi Saaya Na Hoga. Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya, "Ya Rasool'Allah! Wo KhushNaseeb Koun Hain ?". Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Jo Log Sona Chandi Jama Karte Hai aur .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Sona-Chandi Jama Karte Hai Aur Usey Allah Ki Raah Me Kharch (Zakaat/Sadqa) Nahi Karte Unhe (Aye Rasool Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Dardnaak Azaab Ki Khush-Khabri Suna Do.." - [Surah (9) Taubah : Aayat-34]
- Jab Banda Namaz Me Khada Hota Hain Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jab Banda Namaz Me Khada Hota Hain Tou, Allah Ta'ala Apne Aur Uske Darmiyaan Se Parda Utha Deta Hain Aur Usko Apne Saamne Kar Leta Hain Aur Farishte Uske Kandhe Se Leker Khala Tak Khade Ho Jate Hain Aur Uski Namaz…
- Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)