♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Allah Ta’ala Ka Farman Hai Teen (3) Tarah Ke Log Aise Hain Jika Qayamat Ke Din Mai Khud Muddaii (Opponent/Khilaf) Banuga”,
∗(1). Ek Tou Wo Shakhs Jisne Mere Naam Per Ahad (Waada) Kiya Aur Phir Waada Khilafi Ki,
∗(2). Dusra Wo Shakhs Jisne Kisi Aazad Aadmi Ko Bech Kar Uski Qeemat Khayee,
∗(3). Teesra Wo Shakhs Jisne Kisi Ko Mazdoor Kiya Phir Kaam Tou Uss Se Pura Kiya Lekin Uski Mazdoori Na Di.
– (Sahih Bukhari, Vol 3, 2270)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / 3 Tarha Ke Logon Par Allah Khud Muddadi Banega ….
Related Posts:
- Jis Rozedaar Ko Khud-Ba-Khud Qey(Ulti) Aaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jis Rozedaar Ko Khud-Ba-Khud Qay(Ulti) Aaye Iss Par Qaza Nahi Hai Albutta Jo (Jaan Boojh Ker) Qay Karey Woh Qaza Rozey Rakhey..." - (Abu Dawood, Ibn-e-Maaja)
- Momin Ke Mout ki Kaifiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Momin Ko Mout Iss Tarha Aa Jaati Hai Jis Tarha Peshani Par Paseena Aa Jata Hai.." - (Mishkat: Jild-1, Page-342)
- Har Haal Me Sabr Aur Shukr Se Kaam Liya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya... "Jo Shakhs Gham Wo Matam Me Apne Rukhsaar (Chicks/Gaal) Ko Pitey (Slapping). Aur Girebaan Phadey Aur Jahalat Ke Logon Ki Tarha Guftagu Kare Wo Hum Me Se Nahi.." - (Sahi Bukhari. Vol-2 Hadith…
- Kiski Taubah Kabool Hogi Aur Kiski Nahi ?...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ki Baargaah Me Taubah Tou Sirf Unhi Logon Ki Kabool Hoti Hai, Jo Nadanista Buri Harkat Kar Baithe Aur Fir Jaldi Se Taubah Kar Le, Tou Allah Bhi Aise Logon Ki Taubah Kabool Kar Leta Hai. Aur Allah Tou Bada Jan'ne Wala Haakim Hai.…
- Ilm Per Khud Bhi Amal Kare Aur Dusron Tak Bhi Pohchaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Mai Ne Shab-e-Meraj Me Dekha Ki Kuch Logon Ke Honth(Lips) Aag Ki Kenchiyo Se Kaate Ja Rahe They. Mai Ne Pucha 'Jibrail Ye Koun Log Hai?' Jibrail Ne Kaha 'Ye Aapki Ummat Ke Waaj Kehne Wale Hai Jo Logon Ko Acchi Baat…
- Jhooti aur Manghadat Hadeeson Se Bachana ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Allah Ke Rasool(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Aakhri Zamane Me Meri Ummat Me Kuch Log Aise Zahir Honge Jo Tumhe Aise Hadeese (Khud Ghar Ke) Sunayenge Jo Na Tum Ne Suni Na Tumhare Abao Ajdaad(Baap Dadao) Ne, Apne Aap…
- Do Rukha (Daugla) Shakhs Sabse Bad'tar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Logon Me Sabse Bad'tareen Shakhs Wo Hai Jo Do Rukha (Dougla) Hai Jiska Kuch Logon Ke Samne Ek Rukh Hota Hai Aur Dusre Logon Ke Samne Dusre Rukh Se Milta Hai.." - (Sahih…
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge, Tou Bajaye Logon Ka Sudhaar Hone Ke Log Aur Jyada Kharaab Honge.." - (Abu Dawood)
- Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya "Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega Uske Pait Ki Aantein (Intestine) Bahar Nikal Aayegi, Wo Unko Liye Huye Gadhey Ki Tarah Jo Chakki Peesta Hai Chakkar…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Logon Me Fasaad Fail Jaaye Tou Islah Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees Abu Ayyub Ansaari (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Unsey Farmaya - "Kya Mai Tumhaari Aise Sadqa Ki Taraf Rehanumai Na Karun? Jo Allah Aur Uss Ke Rasool Ko Raazi Karde ! (Aur Woh Ye Hai) Jab Logon Ke Darmiyaan Fasaad Fail Jaye…
- Qasam Sirf Allah Ki Khaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki , Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mere Waalid Umar-Bin-Al-Khattab Ke Paas Aaye Tou Kya Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa Rahe Hain. *Ye Sunkar Aap Ne Farmaya - "Suno!…
- Kaun Banega Jannati : Episode 1 https://www.youtube.com/watch?v=xR38JhVfNS4 Koun Banega Jannati : Episode 1 Islamic Quiz ke new session Koun banega jannati ke is episode me in 5 sawalo zikr kiya gaya hai. Quran padhne walo ke liye qayamat ke din kya inam milega? Kya aap jante hai Sabse pehle Quran ki kounsi Surah Nazil hui thi?…
- Gaafil-O-Beparwa Dil se ki jane wali dua qabul nahi hoti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (R.A.) bayaan karte hain ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya - "Iss yakeen ke saath Allah se Dua karo ke wo isey Qubool farmayega! aur ye baat acchi tarha jaan lo ke Gaafil-O-Beparwa dil se ki jaaney wali dua Allah (Tabarak-O-Ta'ala) Qabool nahi farmata." - (Tirmazi Sharif)
- Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Apney Mukkadas Qalaam Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Sath (Aye Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Aapka Koi Ta’alluq Nahi, Unka Mu’amla Tou Sirf…
- Jo Shakhs Kamaata nahi aur logon se Maangta phirta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs (logon se) maangne ka Darwaaza kholta hai, (Kamaata nahi hai aur logon se Maangta phirta hai) tou Allah Ta'ala us par Tangi (Financial Crisis) ka Darwaaza khol deta hai." - (Tirmizi, 2325) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस ﷺ : अल्लाह के…
- Musibat Chupaney Ki Fazeelat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jiske Maal Ya Jaan Me Museebat Aaye Phir Usney Usey Poshida(Chupaye) Rakha Aur Logon Ko Iski Shikayat Na Ki Tou Allah Per Haq Hai Ke Uski Magfirat Farma De". - (Al-Majmaa-Ul-Ausat Lil Tabarani, Jild 1, Page 214, Hadis-737)
- Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho (Maal Aur Doulat Me, Aur Husn Wa Jamaal Me Aur Aulaad Me) *Aur Usko Mat Dekho Jo Tumse Ziyada Hai Aur Aisa…
- 3 Tarha Ke Logon Par Allah Nazar-e-Rehmat Nahi Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "3 Tarah Ke Log Wo Honge Jinki Taraf Qayamat Ke Din Allah Ta'ala Nazar (Nazar-e-Rehmat) Bhi Nahi Uthayega Aur Na Unhe Paak Karega Bulki Unkey Liye Dardnaak Azaab Hoga". ∗(1). Wo Shakhs Jiske…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Gaali-Galoch Karne Waale Shaitaan Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - "Gaali-Galoch Karne Waale Dono Shaitan Hain, Woh Ek-Doosre Par Ilzaam Lagaate Aur Jhoot Boltey Hain" - (Musnad-e-Ahmad: 17483) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke - ♥ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke: "Ek Munafiq ki Alamat hai Gaali dena”…