♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge,
Tou Bajaye Logon Ka Sudhaar Hone Ke Log Aur Jyada Kharaab Honge..”
– (Abu Dawood)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge
Related Posts:
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Unn Logon Ko Dardnaak Azaab Ki Khushkhabri De Do ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Beshaq Jo Log Allah Ki Aayato Se Inkaar Kartey Hai Aur Nahaq Paigambaro Ko Qatl Kartey Hai Aur Unn Logon Ko Bhi Qatl Kartey Hai Jo Inhe Insaaf Karne Ka Hukm Karte Hai Tou (Aye Rasool!) Tum Unn Logon Ko Dardnaak Azaab Ki Khushkhabri…
- Do Neymato Ki Aksar Log Qadar Nahi Kartey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Do Neymate Aiseee Hain Ki Aksar Log Unki Qadar Nahi Kartey, (1) Sehat (Health) Aur Dusri Neymat Hai (2) Fursat (Achchey Kaam Karney Ke Liye). - (Sahih Bukhari)
- Geebat Karney Walon Ka Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach…
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Janaze Ki Awaaz Siwa Insano Ke Sab Suntey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - "Jab Janaza Tayyar Ho Jaata Hai Aur Log Usey Kaandhe Par Uthate Hai - Agar Wah Accha Hai Tou Kahta Hai Mujhe Jald Le Chalo - Agar Bura Hai Tou…
- Do Rukha (Daugla) Shakhs Sabse Bad'tar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Logon Me Sabse Bad'tareen Shakhs Wo Hai Jo Do Rukha (Dougla) Hai Jiska Kuch Logon Ke Samne Ek Rukh Hota Hai Aur Dusre Logon Ke Samne Dusre Rukh Se Milta Hai.." - (Sahih…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…
- Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai: *"Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare !!!" • Logon Ne Puncha - "Agar Uske Paas Sadqa Dene Ke Liye Kuch Na Ho Tou Kya Kare ?" *Irshad Farmaya - "Apne Hatho Se Mehnat Majduri Karke Apne Aap Ko Bhi…
- Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai". - (Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322) » Note: Surkh Unthon Ki…
- Poshida Amal Afzal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai" - (Shuabul Imaan, Part-5) # Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna, Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe…
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…
- Hamesha Burayi Ko Rokne Ki Koshish Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Insan Kisi Burayi Ko Dekhe Tou Usey Hath Se Rok De, Agar Hath Se Rokne Ki Taaqat Na Ho Toh, Zubaan Se Roke Aur Agar Aisa Bhi Na Kar Sake Tou Uss Burayi Ko Dil Me Bura Samjhe Ye…
- Daulatmand Se Jyada Muflis Musalman Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Bin Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Unhone Farmaya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Se Ek Shakhs Guzra - Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apne Paas Baithe Hue Ek Sahabi Se Farmaya "Iss Shakhs Ke Baare Me Tumhari Kya Raaye Hai?" Unhone Arz Kiya "Yeh…
- Sehat Ko Marz Se Pahle Ghaneemat Jano .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mera Shaana (Shoulder) Pakad Kar Farmaya - "Duniya Me Iss Tarah Raho Jaise Musafir Ho Ya Raasta Chalne Wala Ho," Ibn Umar Kaha Kartey They Ki - 'Shaam Ho Jaye Tou Subah Ke Muntazir Na Raho Aur…
- Gunahgaar Bohot Jald Apney Kiye Ki Sazaa Paynge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! (Aye Logon !) Tum Zahiri (Khule Aam) Aur Chup Kar Kiye Janey Waley Sab Gunaah Chorh Do, Beshaq Jo Log Gunaah Kartey Hain Anqareeb (Bahut Jald) Apne Kiye Ki Sazaa Payengey. - (Surah Al-Anaam (6): Ayat-120 : @[156344474474186:])
- Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya Tou Usey Chahiye Ki Apna Roza Puraa Karey - Kyonki Usey Allah Ne Khilaya Aur Pilaya Hai." - (Sahi Bukhari, Vol 3, Hadith no.1933)
- Yajuj Majuj Ke Aaney Ke Baad Bhi Hajj Aur Umrah ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Sai'd Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Log Kaabe Ka Hajj Aur Umrah Yajuj Majuj Ke Aaney Ke Baad Bhi Kartey Rahnegey". Aur Shuba (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - "Qayamat Tab Tak Qayam Nahi Hogi Jab…
- Har Haal me Apne Rab Se Razi Raha Karo ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Ek Tandurast Momeen Allah Ta'ala Ke Nazdeek Kamzor Momeen Se Zyada Pasandeeda Aur Bhehtar Hai, - Har Cheez Me Bhalayi Talab Kar, - Jo Tujhe Nafaa De Usmey Raghbat Kar (Yaani Uskey…
- Qabr Ki Tabah Kariyan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Aakhirat Ki Sab Se Pehli Manzil Hai, Agar Sahib-e-Qabr Ne Iss Se Najaat Paayi Tou Baad Ka Mua'mala Is Se Aasan Hai, Aur Agar Iss Se Najat Na Paayi Tou Baad Ka Mua'mla Zyada Sakht Hai." - (Sunan Ibne Maja…
- Sharmgah Chune Se Wuzu Tut Jata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Busrah Bint Safwan (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Apni Sharmgah Ko Chu Le Usey Chahiye Ki Wo Wuzu Karey". - (Sunan Nasaii, Vol 1, 447 - Sahih) » Ek Aur Riwayat Me Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai,…
- Ramzan ki Fazilat: Part 6 8. Ramzan ke Mahine me Allah har raat logon ko Jahannum se aazad karta hai: ۞ Hadith: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hain ke “Allah Rabbul Izzat Ramzan ki har Raat logon ko Jahannum se Aazad karta hai.” [Muslim Sharif] yaani wo log jo Jahannumi aamal kartey they jo burey log they,…