Achhe Aur Burey Tajir Ka Hashr …..

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashr
Nabiyo, Siddiqiyon Aur Shaheedon Ke Sath Hoga..”

(Tirmizi Jild_2 Page-229)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Aur Riwayat me Farmatey Hai –
“Qayamat Ke Din Burey Tajiron Ka Hashr Nafarmano Ke Sath Hoga,
Magar Jo Tajir Allah Ta’ala Se Dartey Hue Haraam Se Bachey, Jhooti Qasam Na Khaye
Aur Sach Boley Tou Uska Hisab-o-Kitab Ambiyaon Ke Saath Hoga..”

(Tirmizi Jild-1 Page-230)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: