♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Unn EmaanWalon Ka Emaan Kaamil Hai Jinka Akhlaaq Achchha Hai..”
– (Sunan Abu Dawood, Vol.3, Hadith no.1257)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Acche Akhlaaq Walo Ka Emaan Kaamil Hai
Related Posts:
- Momino me Kaamil Shakhs Ki Pehchan ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Momino Me Iman Ke Aitbar Se Sabse Kamil Shakhs Wo Hai Jiske Akhlaaq Sabse Acche Hai.” – (Abu Dawood #4682) • Wajahat: *Beharhaal Yaad Rahe: Akhlaaq Ki Khubsurti Momino Par Faraiz Ko Saaket…
- Apne Baccho ko Acche Aakhlaq Sikha "Agar Chahte Ho Ke Tumhara Naam Baaki Rahe tou Apne Baccho ko Acche Akhlaaq Sikhao." - Hazrate Shaikh Sayed (Rahmatullah Alayh)
- Aye Emaan Walo! Sabr Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan walo! Sabr Karo, Aur Sabr Se Ek Doosre Ko Bardasht Karo, Aur Rishta Banaaye Rakho, Aur Darro Allah Se Ta'aki Tum Falah (Kamiyabi) Paao". - (Sureh: Aal-e-Imran, Ayat:200)
- Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai ke - "Tum Me Se Sabsey Zayada Mehboob Aur Sab Se Zayda Qayamat Me Qareeb Majlis Ke Aitbaar Se Wo Hoga, Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ,. Aur Tum Me Sabsey Zyada Qayamat Me Mujh Se Door…
- Husn-e-Akhlaq ki Ahmiyat aur Fazilat ✦ Neki Acche Akhlaq ka Naam hai : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nawas bin Samaan Ansari (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Neki aur Gunaah ke baare me Poocha tou Aap ne farmaya "Neki Acche Akhlaaq ka Naam hai aur Gunah Jo tere Seeney me Khatke aur tujhe…
- Meezan me Sabse Bhaari acche Akhlaq (Hadees) Meezan me Sabse Bhaari acche Akhlaq Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : Meezan me Sabse Bhaari Cheez Acche Akhlaq Hoga. 📕 Sunan Abu Dawood; 4799, Sahih
- Buro Me Sab Se Kharaab Burey Aalim Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Khabardar Hokar Sun Lo Ki!, Buro Me Sab Se Kharaab Burey Aalim Hai Aur Accho Me Sab Se Acche, Acche Aalim Hai.." - (Mishkat Sharif) # Sabaq: Yahaa Acche Se Muraad Yeh Hai Ke, Jo Shakhs (Aalim) Ikhlas Ke Sath…
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Tum me se sab se acche log wah hai jo ... ♥ Hadees-e-Nabvi (ﷺ) : Nabi-e-Kareem (Salallahu Alahi wasallam) farmate hai, “Tum me se sab se acche log wah hai, jo Qarz ki adayegi ke muamle me acche ho” – (Muslim, Hadees: 4195) ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “तुम में से सबसे अच्छे…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe… Hadees of the Day Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain - TRANSLITERATION - Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: Kaamil imaan waale woh log hain, jin ke akhlaaq sab se achchhe hain aur tum mein sab…
- Fasaad Dalne Wala Emaanwalo Me Se Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Khilaf Ya Kisi Gulaam Ko Uskey Aaqa(Malik) Ke Khilaf Bhadkaaye - Wo Hum(Emaan Walo) Me Se Nahi Hai.." - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, Hadith…
- Hayaa Aur Khamoshi Emaan Ki Do Shakhayen Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Meri Ita'at Karega Woh Jannat Me Dakhil Hoga". - (Bukhari Sharif) ∗ Hayaa Aur Khamoshi Emaan Ki Do Shakhayen Hai Aur FahashGoi(Gandi Baat) Aur Zyada Bolna Nifaaq Ki Do Shakhayen Hai. - (Abu Dawood) ∗ Maa-Baap Ka Naam Lekar Pukarna…
- Achche Akhlaaq Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Beshaq Momin Achche Akhlaaq Ke Sabab,Rozadaar Aur Tahajjud Gujaar Ka Darja Pa Leta Hai." - (Sunan Abu Dawud #4798) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्माहतुल मोमिनीन आयेशा (रजीअल्लाहु अन्हा) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Hadees: Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai… Hadith: 27-June: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah sirka Shahad ko kharab kar deta hai. 📕 Tibrani Kabeer 10777
- Jo Akhlaaq Ke Andar Sab Se Ziyada Paakizah Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees:Jabir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Qayamat Ke Din Tum Me Sab Se Ziyada Mera Mahboob Aur Mujh Se Meri Majlis Me Qareeb-Tar Woh Shakhs Hoga Jo Tum Me Akhlaaq Ke Andar Sab Se Ziyada Paakiza Hoga (Jiske Akhlaq Behtareen Honge)…
- Waswasao Ka Bayan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Kuch Sahaba Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Hazir Huey Aur Aap Se Puchne Lage Ke Hum Apne Dilo Me Aise Khayal (Waswase) Mehsoos Karte Hai Ke Inhe Bayan Karna Bahut Bada Gunaah Maloom Hota Hai, Aap (Sallallahu Alaihay…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…