♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman-e-Haq Hai Ke –
“Allah Ki Jaanib Se Aazmaish Jitni Sakht Hogi,
Inam Bhi Utna Hi Azeem Hoga…”
– (Tirmizi Sharif: Hadith no.2396)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Aazmaish Ke Mutabik Inam
Related Posts:
- ♫ Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rehmatulahi Alaihi) ki Aazmaish Allah ke Wali Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rehmatulahi Alaihi) Ki Shaitan ke jarye Aazmaish aur aapki Isteqamat ka ibratnak wakiya. Related Waqiat ♫ WAQIA – Owais Qarni (R.A) ka Waldain ki Khidmat ke Wajeh se Muqam ♫ Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rehmatulahi Alaihi) ki Aazmaish
- Buro Me Sab Se Kharaab Burey Aalim Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Khabardar Hokar Sun Lo Ki!, Buro Me Sab Se Kharaab Burey Aalim Hai Aur Accho Me Sab Se Acche, Acche Aalim Hai.." - (Mishkat Sharif) # Sabaq: Yahaa Acche Se Muraad Yeh Hai Ke, Jo Shakhs (Aalim) Ikhlas Ke Sath…
- Nikah Ke Liye Kis Cheez ko Tarji Dey ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Nikah Karne Me Maal Wa Daulat Husn Wa Jamaal Aur Hasab Wa Nasab Ko Tarjih Na Do !!! Balke Deendar Aurat Se Nikah Karke Kamiyab Ho Jao..." - (Bukhari Hadees: 5090) Jahir Si Baat Hai Deendari Afzal hai Tamam…
- Imam Wo Hi Hai Jo Kitaab Allah Ke Mutabik Faisle Karey Hazrte Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate hai ke - "Imam Wo Hi Hai Jo Kitaab Allah Ke Mutabik Faisle Karey, Adaalat Ke Sath Qayaam Karey, Deen-e-Haq Par Amal Daramat Karey, Aur Khud Ko Allah Ke Marbut Cheezo Me Khalis Kar De." - Bujurgo ke Aqwal हजरते हुसैन (रज़ीअल्लाहु अन्हु) फरमाते है…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Momino me Kaamil Shakhs Ki Pehchan ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Momino Me Iman Ke Aitbar Se Sabse Kamil Shakhs Wo Hai Jiske Akhlaaq Sabse Acche Hai.” – (Abu Dawood #4682) • Wajahat: *Beharhaal Yaad Rahe: Akhlaaq Ki Khubsurti Momino Par Faraiz Ko Saaket…
- Jo Koi Allah aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo Apne Padosi(Neighbour) Ko Takleef Na Pahunchaye. *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Yakeen Rakhta Ho Wo Apney…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Aaj ki Aayat | Verse of the day | 6 October Aaj ki Aayat | Verse of the day | 6 October Maal aur Aulad Fitna (Aazmaish) hai Allah Taala farmata hai: "Beshaq tumhare Maal aur Aulad (Allah ki Taraf se) ek Fitna (Aazmaish) hai." 📕 Quran 64:15
- Sabse Jyada Aazmaish Kin Logo Ki Hui ? # Urdu Translation: ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Mus'ab bin Sa'd RadiyAllahu Anhu Farmate hain ke Main ne RasoolAllah Sallallahu Aliahi Wasallam se Daryaft kiya: Ya RasoolAllah! Sab se zyadah Aazmayesh mein kin logon ko dala jata hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Ambiya Alaihis Salam ko, Phir use…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Gaali-Galoch Karne Waale Shaitaan Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - "Gaali-Galoch Karne Waale Dono Shaitan Hain, Woh Ek-Doosre Par Ilzaam Lagaate Aur Jhoot Boltey Hain" - (Musnad-e-Ahmad: 17483) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke - ♥ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke: "Ek Munafiq ki Alamat hai Gaali dena”…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- La Ilmi Ka Elaaj Sawaal Karna Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jaabir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Unhone Farmaya - "Hum Log Safar (Journey) Me The Ek Sahabi Ko Patthar Laga Jis Se Unke Sir (Head) Me Zakhm Aa Gaya, Uske Baad Unhe Neend Me Nahane Ki Haajat Ho Gayi, Unhone Apne Hamsafar Sahaba-e-Kiraam (RaziAllahu Anhu) Se Mas'ala Poocha…
- Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi Ahmiyat bhi nahi deta lekin iski wajah se Allah iskey darjaat buland kar deta hai,.. is tarah…
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Husn-e-Akhlaq ki Ahmiyat aur Fazilat ✦ Neki Acche Akhlaq ka Naam hai : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nawas bin Samaan Ansari (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Neki aur Gunaah ke baare me Poocha tou Aap ne farmaya "Neki Acche Akhlaaq ka Naam hai aur Gunah Jo tere Seeney me Khatke aur tujhe…