Afsos ! Aatishbaji Ki Napaak Rasm Ab Musalmano Me Zor Pakadati Ja Rahi Hai, Musalmano Ka Lakho-Karodo Rupiya Har Saal Aatishbaji Ki Nazr Ho Jata Hai. Aur Aaye Din Yeh Khabare Aati Hai Ke – “Falah Jagah Aatishbaji Se Itne Ghar Jal Gaye Itne Log Aag Me Jhulas Kar Marr Gaye Vagaira Vagaira !!!”
Ismey Jaan Ka Khatra Maal Ki Barbadi Aur Makaan-o-Dukaan Me Aag Lagne Ka Andesha Hai, Fir Iss Kaam Me Allah Taala Ki Razamandi Kaise Ho Sakti Hai?
♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Mufti Yaar Khan (Rahmatullah Alayh) Farmatye Hai “Aatishbaji Banana, Bechna, Kharidna, Kharidwana, Chalana Aur Chalwana Sab Haraam Hai”
– (Islami Zindagi, Safa 78 – @[156344474474186:])
Home / Buzurgan-e-Deen / Aatishbaji Haraam !!!
Related Posts:
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…
- Halaal Rozi Haasil karna Farz hai ✦ Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna Farz hai." 📕 Bayhaqi, Mishkat Page-242 2). Abu Bakr Siddiq (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo Mizaj Ka Tez Na Ho, Narm Ho, Logon Ke Kareeb Hone Wala Ho.." - (Abu Daud, Tirmizi Sharif)
- Maa ki Nafarmani Tum Par Haraam ki Hadees of the Day Allah Taala ne Tumpar Maa ki Nafarmani Tum Par Haraam ki Al-Mughira (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se…
- Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Sona (Gold) Aur Resham Meri Ummat Ki Aurato Par Halaal Aur Mardon Par Haraam hai.." - (Sunan an-Nasa'i #5148; Book 48, Hadith no. 109)
- Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
- Janiye - Kin Rishtey Daro me Nikah Jayaz Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amra Binte Aburrahman Wa Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Raja'at Yaani Doodh Ke Rishte Se Bhi Wohi Rishte Haraam Ho Jaatey Hai Jo Wiladat Se Haraam Ho Jate Hai". - (Bukhari Sharif : Jild-3, Page-62; Tirmizi…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul jayenge ... Hadees of the day Log Haraam ki Tameez karna bhul jayenge Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logo par ek Aisa Zamana aayega ki insan koi parwah nahi karega ke jo usne haasil kiya hai wo Halaal se hai ya Haraam se." 📕 Sahih Bukhari, 2059
- Jo Log Rasool'Allah Ki Mukhalifat Karte Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Ta'ala Apne Bando Se Uske Rasool Ki Tazeem Me Nasihat Farmata Hai Ke - "(Aye EmaanWalo!) Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Bulaney Ko Aisa Khayal Na Karna Jaisa Ki Tum Aapas Me Ek Dusrey Ko Bulatey Ho. Beshaq Allah Ko Ye Malum Hai Jo…
- Walidain Ki Nafarmani Bahut Hi Bada Gunah Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mugeerah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan…
- Haraam lukme ki Nahusat Hadees of the Day Haraam lukme ki Nahusat - TRANSLITERATION - Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab koi shakhs haraam luqma pet mein daalta hai, to Allah Ta'ala us ka koi amal chaalees din tak qubool nahi karta." 📕 Targhib 2484 - HINDI - अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने…
- Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain ... Hadees of the Day Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain Numan Bin Bashir (R.A) se riwayat hai ki,Mai ne Rasool'Allah (ﷺ) se suna ki - "Halaal aur Haraam Khula hua hai aur Inn Dono ke Darmiyan kuch Cheezein Shuba (Doubtful) waali hain Jinko bahut se Log nahi…
- Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ka Rakhna Sakht Haraam .... ★ Sawaal: Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ko Gharo Aur Dukaano Me Rakhna Kaisa ? » Jawaab: Aaj Kal Buzurgaane Deen Aur Peero Ki Photo Gharo Aur Dukaanon Me Rakhne Ka Chalan Ho Gaya Hai, Yahan Tak Ki Kuch Log Peeron, Waliyon Ki Tasveere Frame Kara Kar Un Par Haar…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Jaandar ki Tasveer banana Haraam hai ✦ Hadith: Jandar ki Tasveer banane wale ke liye Azab Hazrate Saeed bin Abul Hasan (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, unho ne kaha ki Main Ibne Abbas (R.A) ke paas hajir tha tou achanak ek aadmi aaya aur kehne laga ki: 'Aye Ibne Abbas (R.A) ! "Mai Ek aisa aadmi…
- Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
- Aalim-e-Deen - Ummat Ke Rehnuma Ya Miskeen … ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Roz Farmaya Ke – Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!” *Arz Kiya Gaya: “Ya Rasool’Allah! Aapke Jaanashin Koun Hain?” *Farmaya: “Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai.” – (Tafsir-e-Kabir) - Lekin Aaj Afsos…
- Zaalimo Ka Koi Madadgaar Na Hoga .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Innahu Mayshrik Billahi, Fakat HaramAllahu Alahil Jannat, Wa Mahunnar, Wa Ma Lizalimin Na Min Ansar." - [Sureh(5) Al-Maida : Ayat-72] • Tarjuma: "Jisne Allah Ke Sath Kisi Ko Shareek Tehraya, Allah Ta'ala Ne Uspar Jannat Haraam Kar Diya. Uska Tikhana Jahannum Hai Aur Zaalimo Ka Koyi…
- Mayyat Ke Ghar Khaanaa Pakaa Kar Bhijwaana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Jaafar(RaziAllahu Anhu) farmate hain ke, jab Jaafar ki wafaat ki khabar aai to Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Aale Jaafar ke liye khaana Taiyyar karo in Logo’n par Aisee museebat aai hai Jis me wo khaana nahi pakaa sakenge." - (Abu Dawood: al Janaaez 3132…
- Har Nasha Waali Cheez Haraam hai Hadees of the Day Har Nasha Waali Cheez Haraam hai ۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta'ala Tinatah-al-khabaal peelayega Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi ne RasoolAllah (ﷺ) se Uss Sharaab…
- Khudpasandi Se Parhez Kiya Karo .... » Hazrate Ayesha Siddiqa (RaziAllahu Anha) Se Pucha Gaya Ke, "Aadmi Gunahgar Kab Hota Hai?, Hazrate Ayesha Siddiqa Ne Farmaya - "Jab Usey Ye Gumaan Ho Ke Mai Nek-O-Kaar Yaani Nek Aadmi Hun". - (Ihya-Ul-Uloom, Jild 3, Page 452) » Hazrate Sayyiduna Zaid Bin Aslam Fermatay Hain, "Apne Aap Ko…
- Zaalimo Ka Koi Madadgaar Nahi ...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Yakinan Hi Un Logo Ne Kufr Kiya Jinho Ne Kaha Ki, Allah Mariyam Ka Beta Masih Hi Hai. Halaki Masih Ne Khud Hi Kaha Tha Aye Bani Israyil! (Tum Sab) Allah Ke (Hi) Ibadad Karo Jo Mera Rab Bhi Hai Aur Tumhara Rab Bhi. Beshak!…