♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya:
❝ Qayamat ke din Meri ummat is haalat me bulayi jayegi ki unke Mooh aur hath Aasare Wuzu se chamakte honge! tou jisey ho sakey chamak jyada kare.❞
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Chehre par Wazu ka Asar Roz-e-Mehshar
Related Posts:
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…
- Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jiski Namaz-e-Asar Qaza Ho Gayee (Yaani Nahi Padi Uski Misaal Aisi Hai Ke) Uska Ghar Aur Maal Sab Loot Gaya..” - (Sahih Bukhari, Namaz Ke Waqton Ka Bayan: 553)
- Fajar Aur Asar Ke Waqt Me Aane Jaane Wale Farishte .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - *Aasman Se Farishte Aate-Jaate Rehte Hai, Kuch Farishte Raat Ke Hai Aur Kuch Din Ke Hai - Aur Ye Sab Fajar Aur Asar Ki Namaz Me Jama Ho Jaate Hai - Phir…
- Jahannum se Bacho Chahe Aadhe Khajur ka Sadqa hi kyu na ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Adi Bin Hatim (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Jahannam Ka zikr Kiya, aur Unse Panah Mangi aur Chehre Se E'araz Wa Naagwari ka Ijahar Kiya, Fir Aa'hajarat (ﷺ) ne Jahannam Ka zikr Kiya, aur Us'se Panah Mangi aur Chehre Se E'araz Wa Naagwari Ka…
- Jab Banda-e-Momin Wazu Karta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‘Jis waqt Banda-e-Momin Wuzu shuru karta hai, phir kulli karta hai tou is ke mun’h ke Gunah nikal (jhad) jate hain. Phir jis waqt Naak Jhaadta hai is ke Naak ke Gunah nikal jaate hain. *Phir jis waqt Chehra dhota hai is ke Chehre…
- Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa'id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye.." - (Sahih Bukhari, Vol 1,…
- Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki "2 Shakh ne Zohar ya Asar ki Namaz padhi aur wah dono Rozdar they, Jab Namaz padh chuke Nabi-e-Karim (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya 'Tum Dono Wuzu karo aur Namaz ko dobara padho aur Roza pura karo aur dushre din is Roze ki…
- Allah Tumhari Soorton aur Tumhare Jism Ko Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (RaziAllahu Anhu) Ki Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke – “Allah Paak Tumhari Soorton aur Tumhare Jism Ko Nahi Dekhta, Balke Wo Tumhare Amaal aur Tumhare Dil [Khuloosiyat] Ko Dekhta Hai”. – [Shamail-e-Kubra, Part#4, Pg#248] #_SABAQ: Soorato Aur Jismo Se Muraad –…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Kisi Se Maangna Apne Mooh Par Zakhm Lagane Ke Barabar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Ibn Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya- 'Jo Shakhs Maaldar Honey Ki Halat Me Bhi Sawaal Kare (Maange) Tou Wo Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uska Mooh Kharocha Hua Ya Kata Ya Phata Hoga'. Sahaba-e-Kiram Ne Pucha…
- Allah Sota Nahi Hai Aur ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hum Me Khade Hokar 5 Baatein Irshaad Farmayee, »(1). Allah Sota Nahi Hai Sur Sona(Sleeping) Uski Shaan Nahi Hai, »(2). Allah Tarazu Ko Jhukate Hain Aur Upar Uthatey Hain (Yani Kisi Ka Rizq Ziyada Kisi…
- Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Hajir Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amir Bin Aas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Quraan Majeed Ki Yah Aayat Tilawat Farmayi - ♥ Al-Quraan: "Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Khade Honge" - (Surah Mutaffifin : 6) *Fir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Aap (ﷺ) Ka Mubarak Mojza: Ungliyo se Paani Ka Chasma Nikalna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabeer (R.A.) ne kaha ki Suleh Hudaibiya ke moqe par logo ko pyaas lagi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke samne paani ka ek chhota sa matka (bartan) rakha hua tha Aapne logo se farmaya kya baat hai ? logo ne kaha ki jo paani aapke samne hai…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Jab Jannati Bandey Allah ka Deedar Karenge ♥ Mafhoom-e-Hadees: Suhaib (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Irshad farmaya: Jab Jannati Jannat me paunch jayenge, To Allah Ta'ala Unse Irshad farmayenge: "Kya Tum Chahte ho ki Mai Tumko Mazeed Ek Cheez Ata karun Yani Tumko jo kuch ab tak Ata hua hai us…
- Ghussa aur Iska Ilaaj Aahadees ki Roshni me (Cures for Anger… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Apni Ummat ko Baat-Baat par Gussa Karne se manaa farmaya. chunanche Hadees Sharif me aata hai ke: Ek Aadmi Rasool'Allah(ﷺ) ke Darbar me hazir hua aur Arz kiya ki "Aye Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mujhe kisi Amal par Hukm Dijiye…
- 3 Tarha Ke Logon Par Allah Nazar-e-Rehmat Nahi Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "3 Tarah Ke Log Wo Honge Jinki Taraf Qayamat Ke Din Allah Ta'ala Nazar (Nazar-e-Rehmat) Bhi Nahi Uthayega Aur Na Unhe Paak Karega Bulki Unkey Liye Dardnaak Azaab Hoga". ∗(1). Wo Shakhs Jiske…
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Islamic Quiz 180 Wo Kaunsa Aasan Amal hain Jisko Karne se Jannat ke 8 Darwaze khol diye jate hain Insan jis Darwaze se Chahe Dakhil Hojaye? A. Miswaak Karna B. Wazu Karna aur Wazu ke Baad ki Dua Padhna C. Raste se Takleef deh Cheeze Hatana D. Apne Ghar Walo ki Izzat Karna…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…