Search Result for: Ibn Majah

Showing 40 of 118 Results

Ramadan Day 2 : Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat se Ramzan ke sare Roze rakhe

02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.” Sunan Ibn Majah, 641-Sahih

Aulad ki Dua ki Barqat

Hadees: Hadees: Aulad ki Dua ki Barqat se Walidain ke Jannat me darjaat buland honge [ Ibn Majah, 3660; Saheeh al-Jaami’, 1617 ]

Ramadan Day 22 | Shab e Qadr ki Dua

Ramadan Day 22 ۞ Shab e Qadr ki Dua : Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa Fa’fu ‘Anni.'(Aye Allah tu muaf karne wala aur muaf karne ko pasand karta hai so mere bhi gunaah muaf farma de.)’ …

Roza kin Cheezo se toot’ta Hai?

“Bismillah Hir-Rahman Nir-Rahim” 1. Roza Rakh ne Wala, Janabat (Biwi se Mubashirat Ya Mani ka Kharij ho Jaana, Jiske liye Ghusl Wajib hai) ki Halat me Apna Roza Shuru kar […]

Ramzan ke Masail

Ramzan aur Rozon ke Masail Quran Hadees wa Sunnat ki roshni mein | Ramazan Se Mutalliq Kuch Sawal aur Uske Jawabat Ramzan aur Rozon ke Masail | Ramazan Se Mutalliq […]

Qayamat ke Roz Sabse Pehla Sawaal

Hadeese Nabwi ﷺ Qayamat ke Roz Sabse Pehla Sawaal Tameem Dari (R.A.) se riwayat hai ki –RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Bandey se Qayamat ke Roz sabse pahle Namaz ka […]

Shab-e-Meraj par Namaz ka Bayan

Mafhoom-e-Hadees: Shab-e-Meraj par Namaz ka Bayan ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Anas bin Malik (R.A) bayan karte hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: (Shab-e-Meraj me) Allah Ta’ala ne meri Ummat par […]

Islamic Quiz 158

Aahadees ke mutabik Sabse Afzal Dua kounsi hai? A. La illallah illallah B. SubhanAllah C. Alhamdulillah D. Sahih Jawab Ka Intezaar

Islamic Quiz 149

Wo Kounsa Amal hai jo Halal tou hai lekin Allah Ta’ala ko sakht Napasand hai? A. Sagayi B. Talaq C. Walima D. Sahih Jawab Ka Intezaar

Islamic Quiz 147

in me se Kounsa Amal Dil ko Murda Bana deta hai? A. Jyada Hasna B. Jyada Khana C. Jyada Maal D. Sahih Jawab Ka Intezaar

Nikah Meri Sunnat Hai

Hadees Of The Day Nikah Meri Sunnat Hai ۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke – “Nikah Meri Sunnat hai, aur jo koi meri Sunnat par amal na kare […]

Janaza ki Duayein

Mayyat ki ankhen band karte waqt ki dua  ((اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِفُلاَنٍ (بِاسْمِهِ) وَارْفَعْ دَرَجَتَهُ فِي الْمَهْدِيِّينَ، وَاخْلُفْهُ فِي عَقِبِهِ فِي الْغَابِرِينَ، وَاغْفِرْ لَنَا وَلَهُ يَا رَبَّ الْعَالَمِينَ، وَافْسَحْ لَهُ فِي […]

Khana Khane ka Sunnat Tarika

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Deen-e-Islam ek mukammal deen hai, yah dunia aur aakhirat ke tamam shobo ke humari rehnumayi farmata hai, usi tarah humare Khane Pine ke muamle me bhi hume […]

Ziyada Se Ziyada Sajdey Kiya Kare

۞ Hadees: Ubadah Bin Sabit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya – “Jo Banda Allah Ta’ala ko Ek Sajda bhi Karta hai, Tou Allah Ta’ala Uskey liye […]